KarEena's decison

158 28 13
                                    

Let's start

Continued from the previous part....

At night

malik's house

Haseena rings the doorbell and then Salma opens the gate.
When hm saw salma Hm entered her house and saw her ammi so she hugged her and said.

Hm: ammi hu....ham shaadi karna chahte hai....

Sm was shocked after listening to this and her sudden action and she asked kisse??

HM BREAKS THE HUG AND SAYS.

Hm: DCP KISHAN Singh se.

SM (IN happiness): sach??... Tu mili usse....

  Haseena Malik doesn't even do anything but she nods her head in yes even though she has seen him only once.

Sm: beta vo bohot achha ladka hai ..

Hm: apko kaise pata??

Sm: kal hi humne jo ki marriage agency mein call karke uske baare mein sab pata kar liya tha vo hume to bohot pasand aai ..

She put her hand on Haseena's cheek and continued.

Sm: dekh beta is duniya mein har
insan kharab nhi hota... ek bar vishvas karke to dekh.

Hm nodded and kissed her forehead and says.

Hm: hum change karke aate hai aap tb tak khana lagaiye.

Sm: thik hai.

and she moved towards her room After entering the room she broke down and cried so hard in the fear of
losing her mom.

Other side

In singh house

Karishpa arrives at their home.

Kishan was going to his room when Pushpa ji caught his hand and made him sit on the sofa and ks asked her.

Ks: ka hai amma .. ab aap ko UFC (ultimate fighting championship) khelna hai kYA MERE sath...

(Note - UFC DUNIYA KA SABSE BADA mixed marshal arts (MMA) HAI.
AUR JANNE KE LIYE AAP INTERNET PAR SEARCH KAR SAKTE HAIN)

Ps: LALLA TUMSE humne Aaj Tak kuch bhi nhi maanga lekin aaj aapse maag rahe hai. kasam khao hamari ki tum mana nhi karoge....

Ks paused for a while and said.

Ks: ok nhi karunga kahiye kya baat hai?

Ps: shadi karlo aur wada karo ki jis bhi ladki se tum shaadi karoge use
har sukh doge aur agar wada toda to hum tumhe chhod kar chale jayenge.

Then ks nods his head in yes.
And he goes to his room.

In ks's room

Ks enter his room and says to himself.

Ks: kyon khaya maine Bina soche samjhe kasam vo bhi amma ki sach hi kahti hai wo mera na feating hi khrab hai dil ki jgh Dimag aur dimag ke jgh par dil hai.

And tears coming in his eyes.
And then he realised that his Amma is having asthma.... And he wipes his tears and says.

Ks: theek hai kar leta hoon main shadi aur waise bhi ek dhokebaaz ke saath rahne se achha hai kisi anjan ke sath rahana..... Aur ahaan aur amma ko bhi to zaroorat hai kisi ke sahare ki .. apne bacche aur maa ki khushi ke liye itna toh kar hi sakta hu bas vo mujhse dur na Jaye aur koi nhi hai mera unn dono k bina..

he was about to cry but somehow controlled himself and then he changed his clothes and went outside of his room and had dinner with his Amma.

After dinner

Ps to ks: tumne sirf sar hilaya lalla Puri baat bolo.

Ks: ji main ready hu Amma.

Ps becomes very happy after hearing this and ks says.

Ks: but meri ek shart hai?

Ps: shart kaisi shart?

Ks: shart ye hai Amma ki aap jis bhi ladki ko mere liye chunegi main unhi se shaadi karunga lekin....

Ps (interputs): lekin Lalla kya....

Ks: lekin Amma wo sirf aapki Bahu aur ahaan ki amaa hongi jaisa ki aapne mujhe apni Kasam di hai main unki sari wishes puri karunga lekin hum Ghar mein pati patni nhi honge balki sirf ek dost k tarh rahenge aur duniya k samne pati patni k tarh aur sirf itna hi nhi main unse sirf shaadi k baad hi milunga aur aisi koi bhi rasm nhi karunga jismein mujhe unke samne Jana pade aur mujhse aap shaadi k baare mein kuchh bhi nhi puchhengi sab aapki pasand se hoga boliye manjur hai toh main taiyar hu shaadi k liye.

Ps: wo sab toh thik hai lekin tumne shayad suna nhi ki humne kya kaha shaadi k baad tum unhe sari khushiyan doge aur sari khushiyon k andar pati ka pyaar bhi aata hai isliye tum chahte huye bhi isse pichhe nhi hat sakte ho.

Ks: thik hai lekin main wada nhi karta hu ki main unhe pati ka pyaar de hi paunga lekin agar aisi baat hai toh main humare iss rishte ko pura mauka dunga jisse aapki kasm bhi na tute aur ye rishta bhi.

Ps: thik hai phir hume bhi tumhari sharte Manjur hai.

Ks: thik hai phir main sone ja rha hu.

Ps: thik hai aur aaj ahaan ki tum apne saath lekar Sona.

Ks: kyon wo toh aapke sath sota hai na.

Ps: ha lekin humne dekha tha tumhe kal tum kaise nashe ki halat mein so rahe the. Kam se Kam wo hoga to tum uska dhyan toh rakhoge.

Then ks nods his head in yes and says.

Ps: hum use dudh pilakar aate Hain.

Ks: ji.

And she gets drunk and after feeding milk to Ahaan, she gives it to Kishan and then Kishan takes him to his room and tries hard to put Ahaan to sleep but he is not sleeping and ks says to himself.

Ks: sach hi kahti hai Amma ek bacche ko ek aurat hi sahi dhang se maa ka pyaar de sakti hai hum mardo ke bas ki baat nhi hai (to ahaan) so ja mere baap kal mujhe duty par bhi jana hai.

Then ks realised his word and he said to himself.

Ks: lekin ek minute iska baap toh main hi hu.

And then he sees Ahaan who is laughing after seeing him, then Kishan stands up and starts to roam around him and after roaming around for a while Ahaan goes to sleep and then Kishan also sleeps.

Ek Ajnabi Haseena SeWhere stories live. Discover now