dark side of system & society

222 25 19
                                    

Let's start

Continued from the previous part 〽️

Kishan is having fun sitting in the jail, then he sees Urmila and gets shocked and says.

Ks; tum....tum yaha kya kar rahi ho?

Then he stands and goes near to her and says.

Ks: kya dekhne aayi ho tum oo to tum ye dekhne aayi ho ki main ya kaisa hu na to main tumhe batata hu ki main yaha par Bahut khush hu.
Na yaha par naina hai aur na hi tum.
Logon ko yaha se niklne k baad aajadi milti hai lekin mujhe iske andar aajadi mil rahi hai. I am feeling so nice. Na mujhe yaha kuchh irritate karti hai aur na hi gussa aa raha hai see my happy face. Logon ko ye nark jaisa lagta hai par mere liye ye Swarg hai. Ab samjh mein aaya mujhe billa iske andar kyon rahna chahta hai bahar nhi wow....(With a big smile)

Um: main tujhe zyada der yaha nhi rahne degi.

Ks: kyon tum jal rahi ho meri khushi se hai na meri aajadi dekhi nhi jaati.
Ab to maine faisla le hi liya hai ki agali baar jb tum mujhe irritate karogi na to main aisi waisi koi harkat kar lunga jis wajh se ye log mujhe phir se pakdkar yaha le aaye bille k trh. 😁 Tumse bachne ke liye mujhe umar kaid bhi ho jaaye na to mujhe manjur hai.

Um: mere wajh se tu...tu yaha....
(With teary eyes)

Ks (interputs): kisne kaha ki main yahan par tumhari wajah se hu Haan...tum mere liye matter bhi nhi karti, aur na hi main tumhari parwah karta hu agar tum mar bhi Rahi hoti na toh bhi main tumhe nahi bachata.

Then he looks into Urmila's eyes and says that she is looking at him and he says.

Ks: pet nhi bhara tumhara aur bolu?

Um: Jo bolna hai bol aaj bol ki mujhe har jgh sirf paise hi dikhte hai, bol ki main jhuthi hai, swarthi hai, dhokebaaz hai main kuchh nhi kahegi kyonki aaj...aaj tu yaha par hai to sirf aur sirf meri wajh se hai.
Hum dono ka koi mel nhi hai hum dono ne ye shaadi apno ki khushi k liye ki thi tere pass...tere pass 100 wajh hogi mere se nafrat karne k liye lekin mere pass ek bhi wajh nhi hai tere ko galt samjhne k liye aur tere se nafrat karne k liye.

And still she keeps her hand on the bars.

And still she keeps her hand on the bars

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Like this 👆

Um: Sach kahu na toh 100 galtiyan ek tarf aur ye ek ahsaan ek tarf mere se nafrat karna, tane dena teri majburi hai lekin main aaj k Baad kbhi glti se bhi tere liye bura nhi sochegi shayad chahkar bhi nhi soch payegi. Mujhe nhi pata ki kismat ne humare rishte k bare mein kya likha hai? Lekin itna janti hu ki humare rishte mein aur kuchh rahe ya na rhe lekin mere man mein hamesha tere liye izzat rahegi darling....

Ks: aur uss pyaar ka kya jo hum dono ek dusre se karte hain main tumse karta hu tum mujhse karti ho uska kya hmm...(Seriously) 😣

Um: wo to Aaj KHTM ho gya hoga na kyonki meri wajh se....

Ek Ajnabi Haseena SeWhere stories live. Discover now