Ahaan & Haseena bond

184 30 11
                                    

ye part hajmaz22 ji ke suggestion par likhi gyi Hain.

 ye part hajmaz22 ji ke suggestion par likhi gyi Hain

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

So Let's start

Continued from the previous part 〽️

Now the party is over, all the guests have gone to their homes and everyone is going to sleep, then Naina says to Haseena.

Nm: haseen kya jb tk main yaha hu tb tak tu mere saath ho sakti hai actually tujhe toh pata hai na mujhe akele sone ki aadt nhi hai.

Ps: are aise kaise bahurani tumahare saath so skti hai baccha hai unka ek use kisi cheez ki jarurat padi toh.

Nm to ps: are sasu maiya kya jarurat padegi wo bhi humare saath so jayega (to hm) bol na hasi.

Then hm looks at ks and he nods his in yes and nm follow hm gaze and syas.

Nm: are daroga ji mana thodi karenge (to ks) hai na daroga ji.

Ks to hm: haseena ji aap so jaiye mujhe nind aa rhi hai main sone ja rha hu good night.

And after saying this, ks goes from there to his room, then Salma tells PJ.

Sm: chaliye behan ji hum bhi sone k liye chalte hain.

Ps: ji.

And Pj and Salma also go to their room.

(Note - pj aur nm ka room ek hi hai)

Nm to hm: chalegi na.

Hm: ha tum chlo hum change karke aate hain.

Nm: thik hai.

And after saying this Nana also leaves from there and then Haseena goes to the room to change and sees that the kids are asleep and then also Haseena goes to the changing room and after changed her clothes.

She goes to the room and sits next to Kishan and says while caressing his hair.

Hm: hume aisa kyon lag raha hai jaise kishan aur Naina ka kuchh toh rishta hai MTLb naina jb bhi naina inke samne hoti hai DCP ji dare huye se lagte hain warna kaun sa pati apni wife ki friend ko apni personal baat batata hai aur Naina ke baat karne k tarike se aisa lag raha hai jaise wo inse kisi tarh ka badla lena chah rahi hai ya phir Aisa toh nhi ki hum hi kuchh zyada soch rahe Hain.

Then Ahan starts crying and Haseena gets up and covers Kishan with a blanket and taking Ahan in her lap, she switches off the light, closes the door of the room and goes to Naina's room.

In Naina's room

Naina is sitting on the bed with her eyes closed. And hearing the sound of Ahaan's cry she opens her eyes and asks Haseena.

Nm: kya hua nain ye ro kyo raha hai?

Hm: pata nhi nain kb se chup karwane ki koshish kar rhe hai chup hi nhi ho Raha hai.

Nm: mujhe lagta hai ise bhukh lagi hai.

Hm: are ha ye toh humne socha hi nhi kafi der pahle Amma ne ise dudh pilaya tha toh ho skta hai phir se bhukh lgi gyi hogi.

Nm: thik hai tu de mujhe ise aur jakar dudh lekar aa tb tk main ise sambhalti hu.

Hm: iski jarurat nhi hai tum bas darwaza band kar do.

Nm: kyon bhai bachhe ko bhukha rakhna hai kya?

Hm: nhi tum darwaza toh band karo hum batate hai phir.

Nm: ok.

And Naina immediately locks the door and Haseena sits on the bed and lying ahaan in her lap and seeing this nm asks.

Nm: are bacche ko aise hi sulana hai kya?

Hm: nhi baba hum hai na humse ye feed kar lega.

Nm (shokingly): kya? Lekin tu kaise kar sakti hai?

Hm: humne pills liya tha to isliye.

And after saying this Haseena starts feeding Aahan and seeing this Naina feels bad somewhere and she gets angry, then Haseena sees her and says.

Hm: tumhe pata hai nain hum to ye soch rahe hain ki kaisi iski maa thi jo apne paida huye bacche ko chhodkar kisi aur ke saath CHALI GYI AUR EK TUM HO JISNE TUMHARE PATI NE GHAR SE NIKAL DIYA AUR JB LADKA HUA TOH BACCHA LEKAR TUMHE CHHOD DIYA AUR YAHA AHAAN KI MAA JISNE baby boy HONE PAR BHI ISE CHHOD DIYA mtlb hum ye nhi kah rahe hain ki ladki hoti toh shayad wo ahaan aur DCP ji ko chhodkar nhi jati lekin isse ye proof hota hai ki jo log kahte hai ki aurat ko chhodi Jane wali wajh unki girl child hoti hai nhi ye Puri tarike se sach nhi hai balki sach ye bhi hai ki jin auraton ka man rishta nibhane ka nhi hota hai wo bhi apne pati ko phir chahe unka beta hi kyon na hua hi wo unhe chhodkar ja sakti hai...hai na.

Before Nana says anything, Haseena does not feel anything, then she sees Ahaan who tries to feed her but is not able to feed her, then Haseena talks to Naina.

Hm: nain....

But Nana doesn't say anything, yet Haseena looks at Naina who is lost in her own thoughts, yet Haseena says loudly.

Hm: nain....

Nm back in her senses after hearing hm voice and asks to hm.

Nm: ha bolo haseen kya hua?

Hm: kaha khoyi huyi thi.

Nm: kahi NHI bas mujhe mere bacche ki yaad aa gyi.

Tears coming in her eyes and she control herself and asks.

Nm: tu bol na kya hua kya kah rhi thi.

Hm: dekho na nain ahaan feed nhi kar pa raha hai.

Nm: kya dikha mujhe.

And Nana sees Ahaan who is crying because of hunger and is not able to feed at all, then she says to hm.

Nm: la mujhe de ek bAAR MAIN FEED KARWAKE DEKHTI HU.

HM: TUM KAISE?

NM: tu bhul Rahi hai haseen mere pass Mera baccha nhi hai lekin milk abhi bhi Banta hai aur abhi sirf 4 mahine hi huye hai hume alag huye ka de mujhe main dekhti hu.

Then hm nods her head in yes.
And she puts Ahaan in Nana's lap and after a lot of efforts by Nana, Ahaan finally starts feeding and even then Naina says to hm.

Nm: tune bilkul sahi kaha haseen baat ladke aur ladki ki nhi hoti hai kyonki ek maa k liye ladka hi ya ladki uske liye dono Barabar hote hain. (Sadly)

Hm place her hand on her shoulder and says.

Hm: tum ahaan ko feed karwao hum pani lekar aate hai.

Nm looks at hm and nods her head in yes.
And then Haseena goes to get water and comes back with water and sees that Naina and ahaan are already asleep and even then Haseena locks the door and goes and sits beside Naina and Says.

Hm: hume maaf kar do naina humne tum par Shaq Kiya jo aurat khud apne pati aur bacche ko miss kr rhi ho wo kisi aur ke bacche k pita ko kya hi dard degi sorry nain.

And then Haseena covers Nana with a blanket and makes Ahan sleep nicely in the middle and she herself switches off the light and sleeps covering herself with the blanket. Then Nana opens her eyes and smiles and think.

Nm: tujhe kya laga haseen main aaj hi iss Ghar me aayi aur tujhe khud par itni aasani se Shaq hone dungi wo toh acchha hua ki main Pani pine gayi thi aur aate waqt Teri bate sun li thi jo tu Kishan se kah rhi thi aisa koi bhi insan nhi hai jo naina mathur k chakravyuh se kishan ko nikal sake good night.

And still Naina corrects her clothes and sleep facing the other side.

So guys kaisa laga part BATANA jarur.
Guys kya aap logon ko nhi pasand aa raha hai ye story main ise Na likhu batana zarur.

If you like the part click the star button and do vote and comments.

Ek Ajnabi Haseena SeWhere stories live. Discover now