Chapter 4

1K 61 3
                                    

In Rajput Mansion,

When Arya and hrihaan enters a girl came towards them and hug them.

Girl:- Bhaisa kaise ho the.

( Brother how are you?)

Hrihaan:- Mai thik hu,tu bata.)

( I am fine.what about you?)

Girl:- Mai bhi thik hu,bhabhisa aap batao.

( I am also fine, Bhabhisa what abou you.)

Arya was staring her and trying to figure it who she is.

Akanksha:- Bindni tukur tukur mat ghur je thaari nanad hai Aahana.

( Daughter in law don't stare at her,she is your sister in law, Aahana.)

Aahana:- Ke bhabhisa aapne maare pehchana koni.

( What sister in law? You didn't recognise me.)

Arya:- Wo aap shaadi mai nahi dikhe toh.

( I didn't saw you at our wedding,so...)

Aakriti:- Kaise dekhti tu je aur jamaisa bahar desh gaye the kaam se.

( How you will see,she and son in law had gone foreign for work.)

Akanksha ( teasingly):- Aahana waise kaam kaisa raha.

( Aahana by the way,How was the work?)

Aakriti:- tu bawri hai ke use kaise pata rahega wo toh sirf jamaisa ke saath gayi thi, kaam toh jamaisa ka tha na.

( Are you crazy? How will she know? She only went with Jamaisa, and the work was his responsibility, not hers.)

( Actually they made excuses for work as their family doesn't believe in all this only Vridhi and Akansha know about this.)

Akanksha:- Aap sahi keh rahe ho Bhabhisa.

( You are right sister in law.)

Akanksha ( teasingly):- Jamaisa aap hi bata dijiye kaisa raha kaam.

( Son in law you only say how was the work?)

Ahan( shyly):- Acha.

( Good)

Aakriti:- The dono jakar aaram Karo aur phir neeche khane ke liye aajana.

( Go and rest, you two. Then come down for dinner.)

Aahana:- Ji maasa.

( Ok mom.)

Aakriti:- Aarushi,Vridhi tum dono jao taiyaari karo abhi sab aate hi honge.

( Aarushi, Vridhi, go prepare. Everyone will be arriving soon.)

Vridhi, Aarushi:- Ji maasa.

( Yes mother.)

In Aahana room Vridhi enters,

V:- Hmm Hmm nanadsa hum andar aajaye.

( Hmm hmm sister in law,may I come in?)

Aahana:- Arey Bhabhisa aaiye.

( Oh, sister-in-law, come in.)

Vridhi:-Tum se kitni baar kaha hai bhabhisa ghar walo ke saamne akele mai vridhi bolo hum dost hai.

( How many times have I told you to call me Vridhi when we're alone? We are friends.)

Aahana:- Acha thik hai bhabhisa.

( Okay, fine, sister-in-law.)

Vridhi:- Hmm.

Aahana:- Maara matlab Vridhi.

Rajput'sWhere stories live. Discover now