Chapter 12

816 65 9
                                    

Ashvik or Vridhi ke liye 2 vs 2 hai.

2 logo ne Vrik ke liye vote Kiya hai aur 2 logo ne Ridhvik ke liye.

Toh abhi jo bhi ye chapter padhega aur vote karega unko batana padega ki Vrik ya phir Ridhvik kya chahiye aaplogo ko.

Sirf Comment hi karna hai wo bhi ek naam itna toh aaplog kar hi sakte hai kar dena Aur apna favourite part bhi comment karke batana.

In the Rajput Mansion,

Aarushi was bustling around in the kitchen, her hands expertly stirring a pot when Aparna walked in. The aroma of freshly brewed tea mingled with the rich spices of the curry on the stove.

Aarushi:- Buasa aap,mai bus abhi aapke liye chai la hi rahi thi.

(Buasa, I was just about to bring tea for you.)

Aparna:- Na na bindni manne chai koni chahiye mai toh atthe thari madad karne waste aayi hu.

( No, no, daughter-in-law, I don't need tea. I came here to help you.)

Aarushi( surprised):- Madad aap.

(Help, you?)

Aparna:- Ha.

( Yes.)

Aarushi:- Na na Buasa mai kar lungi aur aap jakar baithiye mai abhi aapke liye chai lekar aati hu.

( No,Buasa, I'll manage, and you go and sit down. I'll bring the tea for you right away.)

Aarushi( thinking):- Lagta hai chai na milne ki wajah se buaji ke dimag mai bukhar chadh gaya tabhi toh behki behki baatein kar rahi hai ki mai madad karungi.

( Looks like buasa has a fever because she's talking nonsense, saying she wants to help.)

Aparna:- Bindni ke soch rahi se.

( Daughter-in-law, what are you thinking?)

Aarushi:- Na buasa kuch na aap jakar baithiye na.

( No, Buasa, please go and sit down.)

Aparna:- Na manne je bata sabudana kathe hai.

( No,tell me where is tapioca?)

Aarushi:- Kyu.

( Why?)

Aparna:- Manne sabudana ki kheer banani se.

( I want to make pudding of tapioca.)

Aarushi:- Buasa aap rehne dijiye mai kar lungi.

( Buasa, you should leave it to me. I'll handle it.)

Aparna( Loudly):- Tanne samajh mai koni aaraha jab mai bol ri hu mai kar lungi.

( You're not understanding when I say I want to do it.)

But after a second.

Aparna( sweetly):- Bindni tanne samajh nahi aaraha ke mai bol rahi hu na mai kar lungi bus tu manne itna batade sabudana kathe hai.

( Daughter-in-law, don't you understand that I'm saying I want to do it? Just tell me where tapioca is.)

Aarushi:- Ji wo udhar.

( It's over there.)

Aarushi( thinking):- Pakka inki tabiyat aaj kharab hai.

( Her health must be really bad today.)

When Akansha entered and noticed Aarushi's worried expression, she walked over.

Akansha:- Bindni itna hairaan hone ki jarurat na hai inhe koi bukhar na hai aaj Ajay aaraha se isliye je itni khush hai.

Rajput'sWhere stories live. Discover now