𝘊𝘩𝘢𝘱𝘵𝘦𝘳 11

793 42 3
                                    

Chapter 11

Abhira Birla Mansion ja rhi thi.

Vidya ~ Abhira tum kahi ja rahi ho?

Abhira ~ Maa wo mein Birla mansion ja rahi thi

Vidya ~ Acha beta phir tum jao tumhe der ho rahi hogi

Abhira ~ jii maa

Abhira waha se chali jati hai.

Birla mansion

Puja ki tayri chal rahi hoti hai kyunki aaj Akshara aur Abhimanyu ki barsi thi.

Abhira pauch jati hai aur manjiri uski aarti karti hai.

Manjiri~ Aa gayi meri bacchi waise Armaan kaha hai?

Abhira ~ wo abhi thodi der mein aayega

Harsh~ Sari baatein wahi karogi Manjiri bacchi ko andar to aane do

Manjiri ~ haa beta aao na andar

Abhira ~ waise roohi kaha hai dida?

Manjiri ~ beta wo upar hai apne kamre mein

Abhira~ acha dida mein usse mil kr aati hu

Manjiri ~ jaa mil le

Abhira chali jati hai roohi ke kamre mein.

Roohi room

Roohi apni matashree ki photo se baat kar rahi hoti hai

Roohi ~ apko pata hai matashree mein bilkul akeli hu koi baat nahi hai mere saath mein bilkul akeli ho gayi hu

Mujhe koi nahi samjhta hai matashree mein jisse bhi payar karti hu wo mujse door ho jata hai.

Roohi ro rahi hoti hai.

Abhira sab sun leti hai wo bhot bura feel karti hai roohi ke liye.

Abhira~ Roohi!!

Roohi uski taraf dekhti hai.

Roohi ~ Tum yeha kya kr rhi ho Abhira?

Abhira~ mein tumse milne aayi hu roohi

Roohi ~ kyun? Aayi ho tum yeha haa yeh dekhne ki mein jee rahi hu ya mar rahi hu

Abhira~ tum kaisi baat kar rahi ho roohi mein sirf yeh puchne aayi thi ki tum kaisi ho?

Roohi~ mein to tum sabke nazar mein villian hu na

Abhira uske gaal pe haath rakhti hai aur bolti hai.

Abhira~ Nahi roohi tum villian nhi ho samjhi tum bhot achi ho

Roohi ~ nhi hu mein achi nhi banna mujhe acha mein tumhre tarah mahan nhi hu

Abhira ~ Tum mujhe humesha galat kyun samjhti ho

Roohi ~ mein tumhe jab bhi dekhti hu to akshara masi ki yaad aati hai unki wajah se meri matashree aur papa chale gaye.

Abhira ki aakhon mein aasu aa jate hai

Par wo poch leti hai.

Abhira~ meri mumma ke wajah se kuch bhi nahi hua tha samjhi tum

Roohi ~ hua tha sab tumhre mumma ke wajah se hua tha.

Abhira chup rehti hai.

__

Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued) Where stories live. Discover now