Chapter 19
Abhira shopping se aa jati hai aur sofe par baith jati hai aur Abhira Akshara aur Abhi
Baatein karte hai.
Akshara~ Din kaisa tha betu?
Abhira ~ thik tha
Abhi ~ Tu bhot thaki hui lag rahi hai ja aram kar le
Tabhi waha Amayra aa jati hai
Amayra ~ Mu.... Mu.. Mumma
Abhira Amayra ko goud mein le leti hai
Abhira~ mumma ka baccha!!
Abhira Amayra ko leke kamare mein chali jati hai
__
Mussoorie hotel
Aryaman ~ Armaan kaha hai tu aa ja khana kha le
Armaan~ Aaya
Armaan aa jata hai aur dono khana khate hai
Aryaman~ Aaj shaam mein chalna hai
Armaan~ yaad hai
_
Abhira side
Abhira Riya se baat kar rahi hoti hai
Abhira~ Riya sun na tu Aaj kaun sa outfit pehan rahi hai?
Riya~ cream wali outfit pehan rahi hu
Abhira~ tab mein bhi pehan leti hu cream wali shaam mein twining karenge
Riya~ thik hai
Abhira~ bye
Riya~ bye
Phone decline ho jata hai
Evening 7 :00 pm
Abhira Amayra ko tayar kar deti hai
Abhira~ kitni achi lag rahi hai meri amayra
Amayra hasti hai
Waha Akshara aa jati hai
Akshara~ kitni achi lag rahi hai meri Amayra bilkul teri tarah hai
Abhira~ kuch bhi
Akshara~ chal chal Tu bhi tayar ho ja niche Riya wait kar rahi hai
Abhira~ haa
Akshara Amayra ko le jati hai aur Abhira tayar ho jati hai aur niche aa jati hai
Riya~ chale madam der ho rahi hai
Abhira ~ Chalo
Sab nikal jate hai
__
Mussoorie hotel
Aryaman~ Bhai jaldi kar nikalna hai humein
Armaan~ Aaya
Armaan aa jata hai
Aryaman~ kitni der kar di
Armaan~ maaf kr de bhai
Aryaman ~ chal ab
Wo nikal jate hai.
Marks festival
Sab pauch jate hai
Riya~ decorations kitni Achi hai
Abhira~ sahi keh rhi ho
Akshara~ Abhi yeh bilkul humare time wala marks festival hai
Abhi~ haa
Riya~ chalo marks kharid lete hai
Abhira~ chalo
Sab ja ke marks kharid lete hai aur andar jate hai
Aryaman~ chalo marks kharid lete hai
Armaan~ hmm
Wo bhi marks kharid lete hai aur andar jate hai
Armaan~ sab bhot acha hai
Aryaman~ Haina!
Abhira aur Armaan aur sab bhot enjoy karte hai
Precap ~ mulaqaat
YOU ARE READING
Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued)
FanfictionDo log jab milte hai to anjaan hote hai Jo apne hi duniya mein rehte hai ek apne parivaar ke liye bhot kuch dav par laga sakta hai sirf unki khushiyon ke liye kya wo kabhi apne khushiyon ke liye sochega? Aur dusri taraf wo ladki jo bhot kuch hasil...