𝘊𝘩𝘢𝘱𝘵𝘦𝘳 16

641 50 10
                                    

Chapter 16

Next day

Abhimaan room

Armaan ki neend khul jati hai aur wo phir abhira ko dekhta hai.

Armaan~ Abhira

Abhira ki neend khul jati hai

Abhira ~ kya hua armaan?

Armaan~ tum puri raat aisi baithi reh gayi?

Abhira~ haa wo tumhe fever tha na to mujhe aise puri raat baithe rehna pada

Armaan~ sorry Abhira!!

Abhira~ sorry mat bolo tum fresh ho jao mein breakfast le kr aati hu

Armaan~ okk

Armaan chala jata hai fresh hone aur abhira niche chali jati hai.

Downstairs

Abhira~ good morning

Everyone~ good morning

Dadi sa ~ Armaan kaha hai ?

Abhira~ dadi sa wo Armaan ko fever tha kal to wo weak lag raha tha to use maine niche aane se mana kar diya

Vidya~ sahi kiya beta aise mein ek din chali gayi thi to use raat tak fever aa gya tha!!

Manisha ~ waise tum kab aayi?

Abhira~ chachi sa wo kal 10 baje mein aa gayi thi aur armaan ne mujhe bataya bhi nahi ki use fever hai krish ne bataya to mujhe pta chala !

Vidya~ yeh le nashta ja use kara de

Abhira~ jii maa

Abhira nashta le jati hai kamre mein

Abhimaan room

Armaan fresh ho kar aa jata hai Abhira ka dil toot jata hai usko itna kamzor dekh kar.

Armaan~ Abhira kya soch rhi ho?

Abhira~ yehi soch rhi hu ki koi 2 din ke andar bimar kaise ho sakta hai reason bhi kitna ajeeb sa hai ki tum mere jane se bimar pad gaye.

Armaan has deta hai

Abhira~ ab has kya rahe ho khadus maan chalo aao nashta kar lo

Armaan~ haa

Armaan in mind~ Abhi se yeh haal hai to abhira ke jane ke baad to mujhe khtm hi ho jana hai

Abhira~ kya soch rahe ho soch kumar

Armaan~ aise mujhe naam na diya kro

Abhira ~ mein to dungi

Armaan~ tumhra kuch nhi ho sakta!!

Abhira~ pta hai mujhe

Dono nashta karte hai

_______

Madhya room

Madhav ~ sirf ek mahina reh gya hai abhira armaan ke divorce mein!!

Vidya ~ Sahi keh rahe hai aap madhav

Madhav~ mujhe nhi lagta ab kuch ho sakta hai

Vidya~ Ab mujhe bhi lagta hai ki kuch nhi ho sakta hai

Madhav~ ......

_________

Birla mansion

Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued) Where stories live. Discover now