𝘊𝘩𝘢𝘱𝘵𝘦𝘳 18

566 37 6
                                    

Chapter 18

One year later (15 October 2026 )Mussoorie

Ghar mein puja ki tayri chal rahi hoti hai sab idhar se udhar bhag rahe hote hai.

Abhira~ Mumma Kitna kaam kar rahi ho bas ho gya

Akshara ~ Betu Aaj koi kami nhi rehni Chahiye puja hai na

Abhira~ Pata hai mumma par Aap itna kaam karogi to bimar pad jaogi na

Akshara~ kuch nhi hoga mujhe waise sab ho gya na maine jo tujhe kaam diya tha

Abhira~ haa sab ho gya

Abhira chali jati hai aur riya ka phone aa jata hai

Riya~ hello Abhira

Abhira~ hello Riya

Riya~ kaha hai tu Abhi?

Abhira~ Ghar pe!!

Riya~ Tu ghar pe kya kar rahi hai? Tune kaha tha ki tu shopping par chaligi

Abhira~ Nhi yaar Aaj puja hai ghar mein

Riya~ to mein bhi aa jaati hu jab puja ho jayegi tab Saath mein chalenge shopping

Abhira~ thik hai!

Phone decline ho jata hai

____________________

Lucknow sheesh apt.
Flat no . 5

Armaan phone se baat kar raha hota hai vidya se

Vidya~ Armaan kaisa hai tu?

Armaan~ thik hu maa!! Aap kaisi hai ghar mein sab kaise hai?

Vidya~ thik hu beta ghar mein sab thik hai par tu kab ghar aa rha hai?

Armaan~ pata nahi maa kaam bhot rehta hai chutti nhi hai bilkul bhi recently naya case nikala hai usi mein busy hu

Vidya~ beta time nikal ke aa ja na ghar!!

Armaan~ koshish krunga

Phone decline ho jata hai.

______________

Mussoorie

Puja shuru ho jati hai Abhi Akshara baith jate hai

Riya~ Abhira teri mumma bhot Achi lag rahi hai

Riya dheere se bolti hai

Abhira ~ thank you

Puja ho jati hai

Akshara sab ko parshad de deti hai

Akshara~ Jaanti hu mein bhot achi lag rahi hu par tum log bhi achi lag rahi ho

Abhira/ Riya~ thank you Aunty / Mumma

Abhi~ ab tum dono nazar mat lagao

Riya ~ uncle hum dono nazar nhi laga rahe hai hum toh tarif kar rahe hai

Akshara~ thank you bacchon

Riya~ Chale shopping Madam

Abhira~ chalo

Dono chale jate hai shopping

____________

Chhattisgarh

Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued) Where stories live. Discover now