𝘊𝘩𝘢𝘱𝘵𝘦𝘳 23

816 35 10
                                    

Chapter 23

Photoshoot ke baad.

Vidya ~ Abhira Tu toh maa nhi ban sakti thi phir yeh bacchi kaha se utha layi

Everyone becomes shocked after hearing Vidya 's words.

Abhira~ Mrs. Poddar!!! Apki himmat kaisi hui yeh kehne ki Yeh bacchi meri hai meri bacchi hai

Manisha ~ jithani sa aap kitna giregi aap khud ek aurat ho kar aisa kaise soch sakti hai?

Vidya ~ tum is ladki ki tarafdaari mat karo manisha

Kartik ~ bas kijiye Mrs. Poddar aap meri natni ke bare mein aisa nhi bol sakti.

Vidya~ Kyu? Nhi bol sakti iske bare mein kaun hai yeh?

Akshara / Abhi~ humari beti

Abhira ke aakhon mein aasu aa jate hai

Vidya~ jab yeh ghar laut ke aayi thi Armaan ka khyal rakhne tab hi pata chal gaya tha ki yeh maa nhi ban sakti.

Manish ~ tabhi aap isse nafarat karne lagi

Dadi sa~ ab tum hadd paar kar rahi ho Vidya tum aisa saval kaise puch bhi sakti ho

Armaan~ mujhe yeh apse umeed nhi thi maa amayra meri aur Abhira ki beti hai aur yehi sach hai

Abhira~ mujhe yeh samjh nhi aa rha hai ki aap mujse itni nafrat kaise kar sakti hai aap toh mujhe apni beti maanti thi toh phir itni nafrat kyun?

Her depressed eyes her broken heart her tired soul broke her from within.

Madhav ~ Vidya tum kya se kya ban gayi ho? na tum achi maa ban payi na achi saas

Vidya ~ Aapko aisa kyun lagta hai ki mein achi maa nhi ban payi ? Aapke kehne pe maine armaan ko adop kiya use maa ka pyar diya usko humesha apne dil se laga ke rakha aur aap keh rahe hai ki mein achi maa nhi ban payi?

Armaan~ apne humesha mujhe rohit se kam hi samjha hai maa apne humesha mujhe yeh jataya hai ki mein apka saga beta nahi hu

Naira ~ Armaan beta isne tumhe beta kabhi mana hi nahi toh maa jaisa payar kaise degi

Armaan~ sahi kaha apne nani inhone kabhi apna beta mana hi nahi

Vidya~ maine tujhse kuch pucha tha Abhira bata mujhe yeh bacchi kiski hai?

Ek zordaar thappad pad gaya madhav se

Dadi sa~ Madhav!!

Vidya~ Apne mujhe thappad kaise mara madhav

Madhav kabhi auraton pe hath uthta tha par aaj bhot zarurat thi yeh kadam uthane ki.

Madhav~ maine tumhari jaisi aurat nahi dekhi afsos hai mujhe ki maine tumse shadi ki maine tumse payar kiya galti ki maine mein is rishte se phele bhi khush nahi tha aur mein tumhe divorce de raha hu yeh final decision hai

Vidya~ aap is ladki ke liye mujhe chod rahe hai?

Madhav ~ nahi mein tumhari harkaton ke wajah se chod raha hu sanjay bhaisahab
Aap divorce papers tayar karwa dijiye

Vidya ~ Aap aisa nhi kar sakte mere sath aap mujhe divorce nhi de sakte

Vidya rote hue bolti hai

Vidya ~ maa sa dikhiye na madhav kya keh rahe hai

Dadi sa~ ......

Akshra roohi ke taraf jati hai

Roohi ~ Door rahiye mujse aapne meri marashreee ko mara hai aap katil hai

Roohi rote hue bolti hai

Akshara ~ maine nahi mara hai tumne mara hai

Sab yeh sun ke shocked ho jate hai

Naira ~ yeh kya keh rhi ho Akshu?

Akshara~ sach keh rhi hu mumma mere pass suboot bhi hai abhi video play kar do

Abhi video play kar deta hai aur sab shocked ho jate hai .

Akshara~ maine nhi mara tha ho gaya yakeen tumhe roohi

Roohi ~ aise kaise ho sakta hai

Abhira~ aisa hai roohi

Roohi ~ mujhe maaf kr do massi

Wo rote hue bolti hai

Akshara / Abhi ~ humne tumhe phele hi maaf kar diya tha

Roohi ~ Aur papa!!

Akshara~ tumhare papa mere sath gaye the aur car ka accident ho gaya tha aur mein bach gayi par neil nhi bacha!

Manjiri~ mujhe maaf kr do akshara maine bhot galat kiya

Akshara~ aap please mafi mat magiye

Divorce papers aa jate hai aur madhya sign kar dete hai dadi sa Vidya ko ghar se nikal deti hai manish abhira ko apne saath le jate hai aur birla family bhi apne ghar chale jate hai.

Precap~ emotional breakdown.

Vote~ 20

Comment~ 10

Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued) Where stories live. Discover now