Chapter 13
Poddar mansion mein tayri chal rahi hoti hai.
Dadi sa ~ jaldi kro aj humare bacche ghar aa rahe hai
Vidya ~ haa maa sa sab ho gya hai bas kuch kaam hi bacha hai
Manisha ~ Maa sa wo sab tayri ho gayi bas Decorations bachi hai
Dadi sa ~ phir thik hai
Vidya ~ Madhav aur Manoj bhai shab jaane wale hai hospital unhein lene
Dadi sa~ hum kya soch rahe the tum bhi chali jao hospital.
Manisha ~ maa sa sahi keh rhi hai aap ko bhi jana chahiye hospital
Vidya~ thik hai mein bhi chali jaungi
___
Madhav Vidya aur Manoj nikal jate hai hospital ke liye.
Car.
Madhav~ bhot kuch ho gya hai itne dino mein
Manoj ~ Sahi keh rahe hai bhai sa bhot kuch ho gya hai.
Vidya ~ Bas ab kuch bhi na ho
Madhav~ Umeed kar sakte hai ki ab sab kuch thik rahe.
Manoj/ Vidya ~ hmm
______
Hospital
Rohit formalities puri kar deta hai ward 22 mein Abhira Armaan baithe hote hai.
Rohit aa jata hai.
Rohit~ Bhaiya Bhabhi Aap dono thik hai na kuch chahiye to nhi
Abhimaan ~ Hum thik hai Rohit humein kuch bhi nahi chahiye
Rohit ~ okk
Madhav Manoj aur Vidya pauch jate hai
Madhav~ Ab tum dono kaise ho ?
Abhimaan~ hum thik hai papa
Vidya Abhira ko gale se laga leti hai
Vidya~ kaisi hai meri bacchi?
Abhira ~ thik hu maa
Armaan~ yeh sahi hai aapka maa aap sirf Abhira se payar karti hai
Vidya~ Aisi baat nhi hai Armaan!!
Armaan~ sab pata hai mujhe par mere papa to payar karte hai mujhse.
Wo Madhav ko gale laga leta hai
Madhav~ haa beta mein tumhe bhot pyar karta hu beta
Abhira~ Jal kukde ho tum!!
Madhya~ Hum tum dono se hi barbar pyar karte hai kyuki tum dono hi humare bacche ho
Dono smile karte hai
Sab poddar mansion ke liye nikal jate hai.
Poddar mansion
Pura mansion jacha hota hai Dadi sa aur pura parivaar intzaar kar raha hota hai
Door bell ring karti hai aur kajal darwaza khol deti hai sab khush se unka suagat karte hai
Dadi sa arti karti hai
Dadi sa~ Ab andar aao Abhira armaan tum wahi ruko
Abhimaan confused hote hai
YOU ARE READING
Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued)
FanfictionDo log jab milte hai to anjaan hote hai Jo apne hi duniya mein rehte hai ek apne parivaar ke liye bhot kuch dav par laga sakta hai sirf unki khushiyon ke liye kya wo kabhi apne khushiyon ke liye sochega? Aur dusri taraf wo ladki jo bhot kuch hasil...