Part 62

294 24 37
                                    

Mumbai

Rehaan's house

Sherlyn : yeh itna khoon kaisa nikla tumhe (blows his wound) kaha tha na apna dhyan rakhna

Vicky ; mummaji kuch bhi nahi hai

Isha : papa aaj toh ganga jamuna har jagah se baad aa jayegi

Vicky : ha kyuki tu itni jealous jo ho rahi hai (giggles)

Sherlyn : chup karo dono, yaha meri jaan ja rahi hai (hugs Vicky with tears) agar kuch ho jata toh

Vicky : aise kaise, meri mummaji ke hote hue kuch bura ho sakta hai kya thanks to my papaji

Rehaan : chalo acha hai yaad toh hai I thought pata nai kisi gunde ne sar par maar diya toh kuch bhul gaye ho

Vicky : na na papaji aisa kaise ho sakta hai, you are my all time best inspiration aap hi se toh sikha hai use presence of mind in such case

Rehaan : i am super proud of you (puts hand on his head proudly) son, tumne prove kar hi diya mere sikhaya tumhe yaad hai

Isha ; bhai I don't care who wins SOTY, but real winner is one who save others (hugs him)

They share family hug together

Luthra house

Shrishti : Rajiv (hugs him tearfully) baccha tum theek ho na

Rajiv hugs her tightly

Sameer : you are okay, betho yaha

Rajiv : aree mere pyara parents I am absolutely fine don't worry

Shrishti ; tum relax karo okay, aur Sameer chalo usse rest karne do

Sameer : kamal hai yaar khudh haal chal puch liya aur mere bete ke saath time bhi nahi spend karne dogi

Shrishti ; kyuki usse aaram ki zarurat hai okay chalo

Sameer : tum jao so jao, vaise badi neendh aa rahi thi na tumhe

Rajiv embraces both of them emotionally

"Aap dono bahut cute lagte ho aise" he says

Shrishti kiss his head with tears

Karan sees Dev sitting in balcony with gloomy face

Karan : hey champ what's up

Dev : hi dad aap soye nai

Karan : Kya karu tumhari mom ne mujhe kamre se bahar nikal diya (laughs)

Dev : very bad joke dad meri Mom aisi bilkul nai hai

Karan : kya yaar apne papa pe bhi thoda pyar barsado

Dev : barsane ki Zaurat nai hai (hugs him) kyu ki my dad is best in whole world

Karan : kya baat hai, kuch chaiye kya mujhse aur itna sad emotional moment kyu

Dev : aaj jo bhi hua pata nahi kyu mere dimaag mein bahut saare sawal khade kar raha hai papa Kya aap log sahi ka rahe haiv

Karan : matlab?

Dev : khushi ke dad jisse aap sab nafrat karte hai kya yeh baat usse janna zaruri hai papa

Karan (puts hand on his shoulder) : Dev you know life mein kuch baate ek aise kamre ki tarah hoti hai jiska darwaza bandh ho toh hi acha hai, waise hi khushi ke liye utna hi acha hai woh inn sabse dur rahe

Dev : lekin aapne ek aur baat sikhayi thi ki sach ki fitrat hoti hai, ek din woh samne aa hi jata hai chahe kitna bhi chupalo

Karan : bahut pyar karte ho na apni behen se toh uski hasi ke liye apne iss dil par pathar rakh do, maine woh dard dekha hai beta isliye himmat nahi hai khushi ko uss haal mein dekhne ki tum nahi dekh paoge apni behen ko

Preetan FF : Truth of life (sequel)Where stories live. Discover now