PS : please read this at your own risk this chapter is very devastating😰. Still want everybody to not miss important part of plot.
Mumbai
Sophia slaps Naintara for becoming emotionless creature
Naintara : didi aap
Sophia : shut up not a word, mana kiya tha tumhe ki aisa kuch mat karna jisse kisi ke saath bura ho lekin main toh bhul gayi thi ki tumhare andar toh khudh itni saari buraiya hai
Naintara : uss ladki ke liye aapne mujhe thappad mara
Sophia ; uske liye aur tumhari zidd ke chalte, kya zarurat thi tumhe usse sach batane ki, aaj tumhari vajah se hospital mein hai
Naintara : aapko shayad yaad nahi hoga lekin mujhe ache se yaad hai uss luthra parivar ne kya kiya tha hamare saath, hume middle class keh kar thukra diya tha
Sophia : uska gussa kisi masoom bacchi par nikalogi apne pati se kuch nahi kahogi jisne saari haadein paar kardi, now you listen to me very carefully agar khushi ko kuch ho gaya na toh aane wale toofan ko koi nahi rok sakega yaad rakhna
Naintara breaks glass
Hospital
Dev, Ayaan Yash and Pari stands outside of room waiting for doctor
Rishab : dev kya hua aur khushi kaha hai
Karan : speak up kaha hai woh, pari tum batao khushi kaisi hai where is she
Preeta : tum sab chup kyu ho koi toh bolo hamari jaan ja rahi hai soch soch kar
Dev ; woh doctor is checking on her lekin shayad iss baar woh bahut zyada depressed thi mom agar usse kuch ho gaya toh (gets in tears)
Tanya : nahi aisa nahi ho sakta, kuch nahi ho sakta meri khushi ko (shouts in anger) rishab kuch nahi hoga na usse
Rishab tries to calm her down.
Doctor : aap sab?
Rishab : khushi kaisi hai doctor, woh theek hai na, hamari beti hai woh
Doctor : dekhiye it was a major stroke, abhi ke liye hum uss observe kar rahe hai, lekin agle kuch ghante mein usse hosh nahi aaya toh shayad woh depression mein chali jayegi aur usse bahar lana bahut mushkil ho jayega
Preeta ; doctor, please kuch kijiye usse hosh mein laiye
Doctor : look this is very serious case, aap sab ko ek baat ka khyal rakhna hoga ki usse kisi bhi tarah ka stress na pahuche varna uski halat aur bigad sakti hai, we are trying our best aap sab yehi wait kariye (leaves)
Lafataa Ila-ari Lasareef Ilazulfi
Lafataa Ila-ari Lasareef Ilazulfi
Ali Ali
Himmatein Ada Karo Wo Madadgaar MaulaPari sees her sister from window blinds with wires and monitors around her. Yash consoles her though he is more broken than others seeing his love fighting with death
Ali Maula Ali Maula Ali Maula Wo Maula Ali Maula Ali Maula
Ab Hi Hakumatein Parwardigar Maula
Ali Maula Ali Maula Ali Maula Maula Ali Maula Ali Maula
O Shaahi Marda Aashir Azda Ja Fida Tumpe MaulaOther siblings also becomes numb and prays for Khushi's well being.
Yash : yes mom
Sophia ; khushi kaisi hai, usse hosh aaya ya nhi
Yash ; not yet, doctors ne kaha ki uska hosh mein aana bahut mushkil hai, she is in major depression, bahut daar lag raha hai aaj pehli baar
Sophia : kuch nahi hoga usse, tum ghar aa jao kuch baat karni hai thodi der ke liye
YOU ARE READING
Preetan FF : Truth of life (sequel)
FanfictionThe plot will revolve around siblings, love, friendship and parental relationships. How will web of emotions change equation between siblings will form crux of story. Story centers on two individuals yash and khushi who embarks their journey from sc...