Mumbai
House
Sophia ; aap kehna kya chahte Akash
Akash : yehi ki Yash baccha nahi hai, maine tumse pehle bhi kaha tha ab bhi keh raha hu yeh sab karke tum usse khudh se dur kar rahi ho
Sophia : aap ache se jante hai (in tears) yash ko apne se dur rakhna meri majboori thi marzi nahi
Akash : lekin ab toh tum uske saath ho na, kyu usse aur apne aap ko takleef de rahi hu
Sophia : kyuki main nahi chahti ki yash apni zindagi ka koi bhi galat faisla le Naintara ki tarah, jabbi yash ko dekhti hu usme hamesha veer ki jhalak dikhai deti hai (her ex husband)
Akash : toh yeh bhi yaad hoga ki ussi Veer ki himmat hai usme varna saalo pehle hi tut chuka hota tumhara beta
Sophia : kaise samjhau usse sach bhi toh nahi bata sakti ki main kyu uske baare mein itna sochti hu dar sa lagta hai mujhe
Akash : kisi aur par nahi sirf apni parvarish par bharosa rakho, yash ki iss waqt tumhari sabse jyada zarurat hai
Yash is sitting in his room looking at his dad's picture when Sophia comes
Sophia : apne papa ko dekh rahe the
Yash : nahi woh aise hi (wipes his tears)
Sophia : tum na bilkul sahi kehte woh main na bahut jyada possessive ho gayi hu, tumhare papa bhi yehi kehte the
Yash : dadi ne bataya tha ki aap kisi ko bhi papa ke aas paas mandrane nahi deti thi
Sophia (laughs) : bilkul waise bhi aate the sirf char din ke liye 365 days in year apni duty se , roma ne bataya ki aap sab bahar ja rahe ho
Yash : round ke liye
Sophia : theek hai jab tum vapas aaoge na main apni saari appointment cancel kardungi tumhare saath time spend karne ke liye
Yash : promise
"Pakka promise" Sophia hugs him kissing his head
Yash ; I love you mom
"Love you too baccha" she gets in tears
Luthra house
Preeta : Dev isliye bheja tha tumhe ki tum khushi ko uski manmani karne do, seriously jail jakar aa gaye tum log
Dev : mom, what manmani? aisa lagta hai main nai uska nahi woh meri bodyguard hai yaar
Karan : sahi hai beta, waise tune na bilkul sahi kaam kiya hai kyu Preeta devi
Preeta ; what? kya bol rahe ho
Karan ; sahi toh keh raha hu aarey aaj tak uski ma control nahi hui beti kaunse khet ki muli hai
Preeta ; tumhe mazak lag raha hai yeh sab karan kuch samjhao uss pagal ladki ko
Karan : maine kahi suna tha tum toh uski mother india hai tum hi nek kaam kardo na
Dev : mom, usse samjhane jaoge na woh aapko samjha degi rehne dona please
Karan : its okay main baat karunga usse tension mat lo
Shrishti : Rajiv mere lala
Rajiv ; ha meri diamond mother boliye mere kaan khulle hai
"Agar se aise kisi lafde mein dekha maine tumhe, saare kharche bandh karva dungi tumhare yaad rakhna" Shrishti shouts in his ears
Rajiv : what lafda? and what is kharcha
Shrishti ; yaar ye (hits her head) tum kya chup chap baithe ho bolo na apne suputra ko, kuch buddhi dalo iske dimaag mein
YOU ARE READING
Preetan FF : Truth of life (sequel)
FanfictionThe plot will revolve around siblings, love, friendship and parental relationships. How will web of emotions change equation between siblings will form crux of story. Story centers on two individuals yash and khushi who embarks their journey from sc...