Dilemma

227 26 35
                                    

Mumbai

Luthra family is quite shaken with the sudden turn of events

Rishab : you really hurt me big this time khushi, do you have any idea bahar log kya baatein kar rahe hai unki chodho tumne bhi hume nahi bataya

Khushi : I am sorry papa, lekin mujhe laga ki aap sab manenge nahi isliye

Rishab ; shaadi koi mazak nahi hai khushi, tumse aaj kabhi kuch kaha nahi, har freedom di iss din ke liye, apni mom ko nahi bata sakti thi but you could have told me right

Khushi ; mujhe laga agar karan chachu ne mana kiya toh shayad aap sab bhi kahi mana kardenge or mere andar itni himmat nahi thi

Rishab : listen to me tumhe kabhi bhi mujhe kuch bhi batane ke liye himmat ki zarurat nahi hai pehle bhi kaha hai na tumse

Khushi : papa (holds his hands) please trust me yash bahut acha hai, aap usse sirf ek baar mil lijiye woh aapko ek bhi complain ka mauka nahi dega

Rishab : theek hai, call him over tomorrow, abhi ke liye jakar so jao its very late good night

"Good night papa" she hugs him and leaves

Room

Pari ; mann gaye behen, matlab ek dum hero wali entry aur role bhi same to same, lekin tumne apna mind change bhi kar liya

Khushi ; yaar woh kya hai na

Muted conversation

Pari : what? agar sid back out nahi karta toh kya yeh shaadi kar leti

Khushi : kabhi nahi, ussi ne mujhse kaha tha ki yash aayega aur hamare paas yehi ek mauka hai sabke samne apne pyar ki sacchi batane ka

Pari : lekin woh gaya kaha hoga

Khushi : hoga apni kisi laila ke paas (bites her tounge) maar gayi solid mar gayi

Pari ; kya hua ab

Khushi : uski laila aur koi nahi woh Roma ki bacchi hai, nahi nai uski shaadi kaha hui hai (pari hits her own head) agar yash ko pata chala ki maine usse yeh baat chupayi mein toh gayi

Pari : toh bataya kyu nahi usko

Khushi : areey (grins her teeth) kaise batati ki uski pyari behen bhagne jo wali hai, mujhe sid ne yeh sab kuch din pehle bataya tha

"kuch din pehle aur aaj ke beech ka difference pata hai na tumhe, bechara yash kismat phut gayi uski" Pari sits on bed

Khushi ; oh kismat chamak gayi bol uski meri vajah se (praises herself)

Rajiv ; aur nahi toh kya mere kohinoor jaisa koi hai bhi toh nahi, usse yaad aaya meri jenny ka kuch pata nahi chala

Pari : wah meri jenny, excuse me abhi tak yeh dono official nahi hue tum kaha se ho gaye chup ho jao pagalo ke sardar

Khushi : who is sardar?

"hey bhagwan" Pari rubs her head

Krissh ; dev bhai ja rahe hai

Pari : ha toh jayenge hi na unhe pagalo ka leader jo nahi banna

Krissh : nahi woh pakistan ja rahe hai, zara se milne ke liye

All gets shocked

Khushi : what? pakistan, masi ne usko permission bhi de di wow woh toh hai hi itni sweet si pyari si cutepie

Krissh ; nahi didi, unhone condition par bheja hai ki agar zara dev bhai ke saath nahi aayi toh woh unhe hamesha ke liye bhul jaye

Pari : aise kaise bhul jayenge yaar, chalo bhai ke paas

Preetan FF : Truth of life (sequel)Where stories live. Discover now