The Photo Shoot

743 72 8
                                    

Jai: (he joins both hands dramatically) I am really very sorry Lakshmiprasad ji... Mujhe chhama kar dijiye..

Rimi: (laughs) chhama...???

Jai: Aee don't laugh.. hindi aati nahi na tumhe? Sorry ko hindi mein..

Rimi: Kshama bolte hai.. chhama nahi..

Jai: ohh really?

Rimi: haanji.. (she is laughing)

Jai: accha whatever it is yaar...

Rimi: whaat? (Laughing)

Jai: ok ok.. my bad!

Rimi: ok so first lesson.. ghodo pe baithna.. chalo mujhe Lakshmiprasad pe baith ke dikhao..

Jai: ohh wait wait.. tumne abhi ise ghoda kaha.. and he didn't react??

Rimi: maine Lakshmiprasad ko kab ghoda kaha?

Jai: abhi abhi to..

Rimi: it was general statement..

Jai: waah.. matlab Lakshmiprasad ko general statement aur particular statement ke beech ka farak bhi samajhta hai kya?

Rimi: of course... Hamara Lakshmiprasad bohot intelligent hai..

Jai: You mean tumhara??

Rimi: I mean Rajkumari kaa yaar.. feeling samajh naa

Jai: accha accha.. so Mr intelligent Lakshmiprasad... Please mujhe girana nahi hn.. (he tries sitting on Lakshmiprasad but couldn't succeed and Rimi is laughing continuously looking at his efforts for doing such a simple thing)
I can't Rimi... Nahi ho raha..

Rimi: hoga.. lekin aise karoge to kabhi nahi hoga... I will show you!
(She puts one leg in one foot holder and sits very easily)
Dekha.. it's that easy..

Jai: how do you do that??

Rimi: (comes down) you try...

Jai: ok.. (he tries to copy her and finally succeeds to sit on the horse in 5th or 6th attempt)

Rimi: greattt... Ab neeche utro

Jai: kyuu??

Rimi: aao naa

Jai: accha (he climbs down)

Rimi: wapas chadh

Jai: what??

Rimi: come on.. quick.. go!

Jai: ughh.. ok!
(He climbs up)

Rimi: down

Jai: Rimi tu kya karne ki koshish kar rahi hai?

Rimi: neeche aa

Jai: fineee! (He climbs down)

Rimi: jaa wapas upar..

Jai: Rimi enough hn.. ab mai upar nahi jaa raha

Rimi: accha? Tumhe Upar chadhna aa gaya to tumhe chalana bhi aa gaya kya? Ya niche se hi practice karoge use chalane ki..

Jai: ughhh.. fine! But last time...
(He climbs up)

Rimi: aaj ke liye kaafi sikh liya tumne..

Jai: what??

Rimi: haa.. enough for today.. ghumne chaloge?

Jai: kaha?

Rimi: piche hato

(He looks at his back and only thing he could spot is the tail of horse)

Jai: kaha piche hatu?

Khamoshiyaan: Kahi Teri Khamoshiyaan Jeet Na Jaaye Pyaar SeWhere stories live. Discover now