Chapter 14 - LAST

1.5K 41 4
                                    

Laksh: Tum jaisi selfish aurat keliye maine panch saal marnay ki khwaish ki hai. now its your turn. and jab tak koi faisla nehi hota meri beti meray paas rahay gi ab tum decide karlo keh tumhay kaha rehna hai!

He held ragya's hand..

ragya looked at him: papa..

Just then Khushi came from outside.. she saw Ragini there and a smile appeared on her face..

Khushi ran to Ragini and hugged her happily..

khushi: maasi maa!

Ragini was stunned..

She looked down at Khushi putting her hands on Khushi's back.. and then looked at all with a stunned expression..

Ragini looked down at Khushi who was hugging her smiling..

Ragini's eyes welled up..

Khushi looked up at her: Maasi Maa aapko pata hai.. Mama aapko bohat yaad karti thi.. aur hamesha sad rehti thi.. hamse bhi baat ni karti thi.. lekin abh aap aa gaye ho na.. to hamari Mama khush rehne laghey ghi! Aap hamare sath raho ghe na Maasi Maa? Hame chod kar nehi jaao ghe na abh?

Ragini wasn't able to speak.. she looked at her with teary eyes..

Swara: Zubaan sai tum kuch bhi kehlo Ragini.. aankheein hamesha sach bolti hai..

Ragini looked at her and then at Khushi.. she backed off looking down..

Swara walked to her with determination: Bohat achey se jaanti hu apni choti behan ko.. aur mein kabhi yeh nehi maan sagti ki jisne is pure parivaar ke liye itna kuch kiya, voh itni selfish ho sagti hai ki apne hi parivaar ko aise chod kar chali jaaye.. bataao sach kya hai..

Ragini looked down: Hame kuch nehi bolna hai.

Swara held her elbow and shook her harshly making her look on: Bolna parey ga! Ragini kyu kiya tumne aisa?!

Ragini looked straight at her: Hamne jo bhi kiya khudki marzi se kiya!

Ragini removed Swara's hand from her elbow and looked away..

Swara was stunned as whole the family..

Laksh made a grimace..

Sujata: Chori tara dimaag to na hil gaya hai ke?! Tum aisa kaise kar sagti ho?!

Annapurna: Ragini paanch saal hamne tumari yaadon mai bitaaye hai.. yeh soch kar ki tum hamse hamesha hamesha ke liye dur chali gai ho.. Tumne hamare baare mai ek baar bhi nehi socha?

Ragini: Kyu sochte ham? Aur aapko hamari yaad kyu aai, aapki ladli beti Swara vapis aa to gai thi! Aur aap sab khush bhi the.. aur khush rahe ghe bhi.. ham aapki khushi mai dhakhal nehi dai ghe.. kyu ki ham jaa rahe hai! Ham yaha nehi ruke ghe!

With this she held Ragya's hand under the shocked eyes of everyone..

But just then Laksh pulled Ragya towards him and picked her up..

Laksh: Meri beti kahin bhi nehi jaaye ghi, Ragya mere paas hi rahe ghi.. Tum apna decision le sagti ho, lekin meri aur meri beti ki zindaghi ke sath khelne ka koi haq nehi hai tumara Ragini!

Ragini looked at him stunned..

Ragya looked at her and then at Laksh..

Ragini: Aap hamari beti ko hamse dur nehi kar sagte!

Laksh: Tumne 6 saal meri beti ko mujhse dur rakha hai Ragini! Voh yaad nehi hai kya?

Ragini: Lekin ham... - she stopped and looked down while tears fell from her eyes..

Yaadein - RagLak FF (COMPLETED)Where stories live. Discover now