Part-6

408 49 67
                                    

(Mishti is at Sonia's house)

Sonia:what? 2 months? Thum 2 months mein yeh sab kaise kar sakte ho? Aur woh log tujhe 2 months ke baad yaha se bhej denge.It's being more complicated.

Mishti:hmm......

Sonia:Abir ne aur kuch nahi kaha?

Mishti:kaha.......

-----flashback starts-----

(Mishbir are in his office)

Abir:aur ek baat,thum mujhe aaj se abir nahi bulaogi.

Mishti:tho kya?Abir ji yaa Abir sir bulau?

Abir:nahi,thum mujhe aaj se Arjun bulao.

(She Recalled their first meeting,when he said he is Abir's friend Arjun.A small smile arised on her lips.)

Mishti:kyu?woh tho Jab hum dono strangers the,tab ka naam tha na.

Abir:main chahta hu ki hum dono aaj bhi strangers banke rahe.

Mishti:tho theekey,Mr.Arjun,aap mujhe aaj se ammu bulayiye.Ammu-Amani.

Abir:kyu?woh naam se tho thuje sirf aunty bulati hai na?

Mishti:jo mujhe pasand hai,woh mujhe ammu yaa amani bulate huye mujhe acha lagti hai.

Abir:nahi,aur waise bhi main ammu ki naam se kisi aur ko bulata hu.

Mishti:kisko?

Abir:woh mera drea-none of ur business.Main tujhe sirf mishti bulata hu.

(Mishti left Angrily, while walking she's inserting the contract papers in her purse 👜👛)

Mishti:(in mind)Iska na, English mein none of ur business dialogue ke alawa kuch nahi aata, hamesha ek hi dialogue repeat karte hai.Thum mujhe yaa apni dreamgirl ko ammu bulao, par aanewali tho main hi hu.Par woh din kab aayegi,jab thum khud mishti ko ammu bulaoge? Waiting here boss,Mr.Abir,Mr.Arjun,whatever,par thum hamesha meri Mr.Ajeeb hi rahoge.Yaad rakhna.

-----flashback ends-----

Sonia:tho tujhe woh apne company mein worker banake, friend post se stranger post ko demote kar diya.

(Mishti nodded in yes)

Sonia:tho ab kya kare?

Mishti:main ek goals rakh rahi hu.Ab mujhe ek ke baad ek apne goals ko pura karni hai.

Sonia:kaise goals?

Mishti:goal no.1:di aur jiju ke beech jo misunderstandings paida hua unka dur karni hai.
Goal no.2:Abir ko alcohol aur depression se baahar lani hai.Woh phirse muskurate nazar aana chahiye.
Goal no.3:Meenakshi aunty ko dundhna hai.
Goal no.4:Sab ke mann mein mishti ko lekar jo misunderstandings hai, unko hatana hai.
Goal no.5:Abir ka mann mein mishti ko lekar jo pyaar hai, usko uski dreamgirl bankar baahar laana hai.
Goal no.6:di ko waapas apne pariwar mein laana hai.

Sonia:yeh sab...... Kaise manage karegi thu? Upar se thumhari personal problems.Unka kya? Thumhari thesis, aur hospital bills.Upar se thumhari health issues.

Mishti:woh sab bhi ho jaayega si.Aur thum meri health ki itna chinta mat lo.Mujhe kuch nahi hua.Thum apne baare mein socho.

Sonia:Meri baare mein baad mein bhi main soch Sakti hu, par thum? Thumko aise..... baar baar thumhari naak se,muh se khoon aana,yeh achi baat nahi hai, mujhe tho kuch gadbad lag rahi hai.

Mishti:di, thum mere baare mein chodo.Pehle thum apne bache ke baare mein socho.Aur mujhe apni goal no.1 ke baare mein sochne do.

Sonia:goal no.1?waha unn dono ke beech darar daalne ke liye woh..... Uss neha, aur uss Annapurna hamesha ready reh rahe hai.

Tell me those 3 magical words-the conclusionWhere stories live. Discover now