Part-45

211 23 5
                                    

(The next morning, Mishbir were sleeping and abir just woke up and saw mishti.)

Abir:Kayi dino se hai intazaar iss pal ka.Dekhna hai humein har din yeh hasee thumhari chehre ka.Kaise bataya hum iss khushi?Kaise jataye yeh pyaar?Kaise rokhe iss samay ko?Kaise sambhale itna khubsurat chehre ko?

(He placed a kiss on her forehead and left to bathe.Mishti was still sleeping and abir just made the head bath and returned to his room.He sat near mishti on the bed and intentionally spilled the water droplets on her face by shaking his hair.Mishti immediately woke up.)

Mishti:(irritated)Kya kar rahe ho abir?Meri neend kyu kharab kar rahe ho?

Abir:Maine abhi abhi head bath karke baahar aaya hu.

Mishti:Abir....r u serious?Thum yeh batane mujhe uthaya?

Abir:Arey nahi,main tujhe isiliye uthaya tha ki thum meri head dry kare.

Mishti:Abir thum paagal ho?Chote bache ho?main hair dryer hu?nahi hai tho meri itni achi neend kharab karke yeh kaam karne keliye kyu bolrahe ho?

Abir:Nahi,mera yeh fantasy hai,apni biwi se yeh sab kaam karwana.

Mishti:Abir,thum aur thumhara fantasies.......Kal bhi aise hi kiya thumne,fantasy bolke mujhe purah hyderabad ghumaya.Aur aaj yeh......

Abir:Arey woh tho bahut choti hai,main tho chahta hu ki tujhe main purah duniya ko dikhau.

Mishti:Nahi nahi nahi,isse pehle thumhara fantasies ka size bhad jaye,main thumhara hair dry karungi,towel do.

(He gave her his towel and she started drying his hair with it.)

Abir:(in mind)Actually yeh mera fantasy nahi hai mishti,yeh mera ek memory hai.Mujhe yaad hai,jab main chota tha tab maa bhi mera baal ko aise hi karti thi.Jab se main maa se dur hua tha,tab se mujhe aise karnewala koyi nahi mila.Ab finally thum milgaye ho.Shaayad bhagwan ji ne mere zindagi mein tujhe isiliye bheja hai.Tha ki thum mere life mein mere maa ki kami purah kare.

(Mishti completed drying and sensed that he's out of his mind,then immediately a naughty thought arose in her mind.She started pinching his nose hardly while he started screaming)

Abir:Aaaahhhh.....mishti.....chodo,kya kar rahe ho?

Mishti:Kaunsi duniya mein kho gaye ho?Bolo?

Abir:Ouch....pehle thum chodo.....(in mind)Abhi abhi tho maine tujhe maa se compare kiya tha,par main yeh kaise bhul gyaa tha ki mere saamne angrychorni hai.Koyi silent ladki nahi hai,yeh bahut violent hai.

Mishti:Pehle bolo,kaunsi heroine ke baaremein soch rahe ho?

Abir:Heroine?Usi ki kami thi,tujhe patane keliye hi saalon laga diya maine,ab ek aur ko bhi pataya tho iss baar main buddha hojaunga.

(Mishti smiled and left him,then they both started laughing.)

Mishti:Hayyeeeee.......abir.......(She pinched his cheeks and kisses him on his forehead.)Main jaanti hu ki thum aise kuch nahi karoge.Bharosa hai mujhe thumpar.

Abir:Jaanta hu.

Mishti:Chooo cute.......

Abir:Woh tho main bachpan se hi hu.Ab jaldi ready hojao,main tujhe thumhari parents ke paas leke jaunga.

Mishti:Abhi aayi.

(They get ready to go to the hospital.Mishbir wore their jogging suits and then went downstairs.They saw Kunal bringing breakfast for kuhu.)

Abir:Nanko,kya hua?Thumhara shakal par barah kyu bhajraha hai?Kya kuhu ne tujhe koyi vrat karne keliye kaha?

Kunal:Bhai it's not time for joking.

Tell me those 3 magical words-the conclusionWhere stories live. Discover now