Part-13

357 52 35
                                    

Abir:what? Shaayad maine kuch galat suna tha.Thum kiske naam kahi thi?

Mishti:thumne kya suna?

Abir:mujhe laga ki thumhara ex-VARUN hai.

Mishti:tho thum ne sahi suna.

Abir:(shocked)What? How can u do that?Thum ne kaha ki woh khud uske maa ka respect nahi karta, isiliye thumne usse chod diya.(in mind)Wait a second,uss din kuhu ne tho kuch aur story kahi thi,par kaunsi story sach hai?Mujhe tho inn dono ke breakup ka asli reason bhi nahi pata.Agar woh Shaayad pata hota tho,aise nahi hota.Ab main paagal ho jaunga.No doubt.

Mishti:haa, maana ki woh pehle apne maa ki respect nahi karta tha,par......ab woh khaafi badal gaya, ladkiyon ki respect kar raha hai.Pehle tho baaki ladkon ke tarah lover boy banke, ladkiyon ko apne selfish motives ke liye use karta tha.Par ab tho-

Abir:matlab woh thumhari love proposal accept karne ki wajah uska dirty intentions hai.Right?

Mishti:(looking other side) unfortunately yes.Par ab-

Abir:(angry)Kya par,par......Have u got mad or what mishti? Thum-thum aise ladke ko maaf karna chahti ho?Thum usko ek aur mokha dena chahti ho?Aur-Aur thum yeh sab mujhe pehle kyu nahi bataya?

Mishti:Mujhe bhi kuch mahine ke pehle pata chala ki usne aise bad intentions se mujhse pyaar karne ki naatak kiya tha.Main tab se lekar aaj tak usse theek se baat bhi nahi ki thi.Par woh hamesha meri help karta tha.Aur kabhi Mujhse misbehave nahi kiya.I think he got maturity in his brain.

Abir:thum-Agar mujhe yeh baat pehle pata hota tho usko..... Usko murder karta tha.

Mishti:Mr.Ajeeb yeh angryness aap par suite nahi karti hai.

Abir:(furiously)Aur woh thumhare life mein suite nahi karta.Mera matlab, jo ladka ek ladki ko ijjat nahi de sakta, uss ladki ko aise bad intentions se dekhte hai, woh-woh kabhi acha nahi hota.Kabhi nahi sudharte.

Mishti:Kab?kaun?kaise badal jaata hai,kisi ko bhi nahi pata.Meri live example thum hi ho.Aur ussmein sach mein bahut badlaav aa chuke hai.Woh ab purane varun nahi raha.Aur yahi baat ijjat dene ki tho,kya aap log mujhe dete hai?phir bhi main aap logon ke saath hu na?

Abir:(frustrated)Mishti..... Mujhe sach mein aaj thum, thum nahi lag rahe ho.

Mishti:(smilies)right, tujhe main Abir lag rahi hu na? Kyunki mera dosth Abir bhi aise hi hai, apne ex ko ek aur mokha diya tha, yeh jaante huye bhi ki woh ladki achi nahi hai.Meri inspiration wahi hai.Ooops.....abir nahi arjun hai uska naam.Right?(Abir bents his head down as he doesn't have any words to say)

Right?(Abir bents his head down as he doesn't have any words to say)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mishti:And thankfully, main Shaayad......hmmm? Shaayad usko apni dosth bana sakti hu, par pyaar......kabhi nahi.Yeh baat tho pakka hai.Kyunki main bhi nahi chahti hu,jo galti maine ek baar ki thi,wahi phir se kare.Kyunki main puri tarah arjun nahi banna chahti hu.

Tell me those 3 magical words-the conclusionWhere stories live. Discover now