Part-32

319 40 60
                                    

Abir:Kyunki thodi der pehle mishti par attack hua tha.

Abir:Kyunki thodi der pehle mishti par attack hua tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Everyone:(shocked)kya?kab?kaise?

Abir:Jab main, mishti aur Jugnu sonia ki ghar jaanewale the,tab maine notice kiya tha,koyi ghaadi hamare peecha kar rahi thi.Woh wahi ghaadi hai,jisse uss din maa ki accident huyi thi,aur kuch din pehle Mishti ki bhi park mein accident honewali thi.

Sonia:Toh woh jarur varun ka car hi hoga.

Jeevika:Haa,maine aur mishti ne khud uss car ko varun ka ghar ke baahar dekhe the.

Kunal:Varun matlab,wahi ladka hai na?jissne kuhu ki kidnap hone wakt hamare help kiya tha?Woh aise kyu karega?Woh tho acha ladka lag raha tha.

Abir:arey Nanko,Woh hi main villian hai.

Kunal:(shocked)Kya?

Sonia:Haa,woh mishti ko paana chahta hai.Isiliye aur bhi bahut kuch kiya tha usne.

Kunal:Kyunki woh mishti ki ex hai.Isiliye?

Abir:Haa,woh bahut khatarnak hai,Aaj bhi 3-4 times accident karne ka khoshish kiya tha,aur maine usko raaste mein confuse karke aaya hu.Isiliye main sonia ki ghar nahi gaya tha.Thank god ki uss wakt mishti tensed thi, isiliye usne stress kam karne keliye earphones rakhke aankhein bandh karke rahi thi.Isiliye usko yeh sab nahi pata.

Sonia:Woh aap dono par attack kar raha hai, matlab usko pata chalgaya hoga ki aap dono ke shaadi hochuki hai.

Abir:Right, isiliye woh hum dono ko maarna chahta hai.If I'm not wrong,aaj shaam ka party mein bhi Mishti par attack jarur hogi.

Kunal:Tab hum yeh party kyu rakh rahe hai?Iss ek saal keliye rehne dete hai na?Aur mishti ko bhi sach batayenge.

Abir:Nahi Nanko,aaj mishti ki bhaiyon ne mujhe yeh bataya ki woh har saal kaise uski pariwar ke saath khushi se birthday manati thi.Iss saal uske saath koyi nahi hai,siwai hum.Main mishti ko iss saal bhi Khush dekhna chahta hu,uski family nahi hai tho kya hua? hamare pariwar tho hai na?

Kunal:Bhai aap sahi bol rahe ho,par ek aur baar sochlijiye.It's so risky.

Abir:I know,but I want to do it for mishti.Uss tak khatra pahunchne se pehle usko rokhna hamare kaam hai.

Uss tak khatra pahunchne se pehle usko rokhna hamare kaam hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Tell me those 3 magical words-the conclusionWhere stories live. Discover now