Part-30

357 45 58
                                    

(Mishti enters nanu's room.)

Mishti:nanu.......

Nanu:Mishti,thum iss wakt,yaha?

Mishti:Aapke godhi mein sone aayi hu.Kyu nanu?aapke godhi mein sone ki hakh sirf aapke pariwar walon ko hai kya?

Nanu:Bilkul nahi.Aur waise bhi,ab tho thum bhi mera pariwar ka hissa bangaye ho.

Mishti:Nanu,sach aap bhi jaante ho,main bhi jaanti hu,phir yeh sab kyu?(leans her head on nanu's lap)

Nanu:Sach bolu tho,mujhe nahi laga ki thum sach itni jaldi samajh jaogi.Par thumhari diary ki wajah se sab kuch ulta hogaya.

Mishti:Awww........
Thankyou.......waise nanu,aap Abir ke saath iss plan mein shaamil tha na?

nanu:Nahi tho.

Mishti:Juth mat boliye,Abir ne mujhe yeh kehke laaya tha ki aapka Thabiyat theek nahi hai.Aur ab dekhu tho aap Bilkul theek ho,upar se Abir ne kaha ki aapne usko saare sach batachuki ho.Tho batayiye,aap ne kya kiya iss juth ko sach banane keliye?

Nanu:Maine jaanbuch ke anu ko yeh information diya ki abir thumhare saath hai.

Mishti:Tho?Usse kya hoga?

Nanu:Hoga nahi,hua......usse anu dar gayi ki kahi aap dono ek na hojaye,aur aap dono ka bhaagne wali baat Kunal ko batachuki hai.

Mishti:Aise karne se aapko kya faida?

Nanu:Agar hum yahi kahani unn logon ko bataya tho woh kya kahenge?yahi na ki shaayad mishti ko ab aap pasand nahi ho, isiliye behtar aap neha se shaadi kare.hai na?

Mishti:haa.

Nanu:Isiliye Abir ne yeh plan bataya,tha ki unn logon ko yeh lage ki amesia ke bawajud thum sirf Abir ko chahte ho.

Mishti:hooo......To be honest nanu,agar maine har din diary nahi likhti hoti na,tho bhi main iss juth ko sach nahi maanti.Kyunki main apni whole family ke bina shaadi nahi karti hu,Yeh tho meri dream wedding hai ki meri shaadi mein puri pariwar rahe.Aur maine tho bahut pehle hi tay karchuki hu ki meri di ki shaadi ki 2 saal ke baad hi main bhi shaadi karungi,tab tak main apne pariwar ke saath hi rahungi.

Abir:(enters)Tho,agar thum isi beech mein kisi se pyaar kiya ho tho?

Mishti:2 saal ke baad usse shaadi karungi.Waise,tujhe itna ghatiya idea aayi kaha se?I mean,thumne jo bhi kaha woh sab kitna sach lagti hai? situations bhi thumhara story se sink hai.

Abir:Isiliye tho yeh idea banaya tha.

Mishti:I have to admit,unn logon ko tho thumne bahut bada shock hi diye ho.

Abir:I know.

Mishti:not bad, Thumhara dimaag bhi ab kaam karne lagi hai, I mean kya stories banaya thumne,koyi bhi sach maanega.Upar se woh naxalite wala kahani,woh tho sabse highlight hai.

Abir:All credit goes to u and ur sonia di.Woh tujhe aise hi bulati hai na?

Mishti:haa.Tho uss baat se kahani banaya thumne?

Abir:Sirf wahi ek kya?Jab hum bhaagke jaanewale the,tab thumhari friends ne kya kaha? Mujhe tujhe dekhne aaye huye ladka samajhke mere saath journey karne keliye kaha na.Usi wakt mujhe tujhe apni biwi Bolne ka bahut mann kiya.Isiliye aise kiya.

Mishti:Par thumne tho already unn foreigners ko yahi kaha na ki hum lovers hai,woh khaafi nahi hai kya?

Abir:Haa,pehle strangers banke milna,phir lovers,phir marriage.Wahi hoga na.Normally.So,Anyone can believe it.

Mishti:Lagta hai meri sangat ki asar hai thumpar.

Abir:Really?I don't think so.Because it's my own talent hai.Mera own idea hai.

Tell me those 3 magical words-the conclusionWhere stories live. Discover now