⚠WARNING THIS PART HAVE SOME BLOOD AND VIOLENT SCENES IF YOU ARE UNCOMFORTABLE THEN DONT READ IT🚫
Jawad ka nuqta e nazar
Jese hi maine uski ye baat sunni maine files table de mari our kursi se khara hogaya
Jawad : uth
Aadmi : kya hua jawad
Jawad : meine kaha uthhhhh
Jawad ne chekte hue bola
Dono Aadmi kursi se khare hogayeAadmi : jawad kya hua tum ais lehje me kyun baat kar rahe ho
Jawad ne us addmi ki collar pakri our aintehayi gusse me kehne laga
Jawad : kiya kaha tune abhi thori der pehle zara phir se bol
Aadmi chup khara hua tha
Jawad : bolllllllllll kya kaha tha tune abhi thori der pehle.
Jawad ne chekte hue bola jawad gusse se aesa lag raha tha ke jawad abhi aun dono aadmi ko katal kardega aadmi dar ker bolne laga
Aadmi : maine kaha tha jitne paise chaye lelo lekin apni
Jawad : apni kiyaaaaaaaaaaaaa
Aadmi : apni secretary dedo
Jese hi aus aadmin ne ye alfaz apne mun se nikale Jawad ne aussi waqt auske mun per mukke marna shuru kar diya jawad us aadmi ko lagatar mukke mare ja rha tha vo aadmi khon me latpat nidal ho ker zameen per Gir gaya lekin jawad phir bhi usse lagatar marta raha vo aadmi zameen per leta tha jawad uske auper beth ker usse lagatar mare ja rha tha
Sara staff jawad ke room me dakhil hua uroosa samait sab dar ker jawad ko dekh rhe the kisi ke ander aitni himmat nhi thi ke koi jawad ko roke phir uroosa himmat karke agye barhi our jawad ko rokaUroosa.: jawad calm down chor do aise
Jawad Phir bhi nhi roka
Uroosa: jawad vo mar jayega chor do
Jawad ne us aadmi ko chor diya our uroosa ki taraf dekhne laga jawad ke dono hath khun se lat pat the
Jawad ke hath
jawad ki ankhon me sirf gussa tha aitna gussa ke koi bhi dekhe tw dar ke mare aulte pao bhag jaye uroosa ko bhi dar lag rha tha lekin jawad ko rokna bhi rokna bhi zarori tha jawad ki ankhen lal surk thi jawad ne gusse me dosre aadmi se kaha
Jawad : ager apni our aiski zindagi chahte ho tw abhi aise leker yaha se Dafa hojao warna mujhe 1 sec nhi lagega tum.dono ko khatam karne me aesa haal kroga ke tumhare ghar wale tumhe pehchanne se inkar ker denge dafa hojao yaha seeeeee
Vo aadmi.jisko jawad ne mar mar ker bura haal kar diya tha apne pairo per khara hua our jawad se kehne laga
Aadmi : ye tumne acha nhi kya jawad aik mamoli ladki ke khatir tumne barso ke business ka rishta tod diya koun lagti hai ye tumhari jiske liye tumne aitne sare paise thukra diye
YOU ARE READING
SAFAR
Любовные романыIts an Urdu Fiction Sorry everyone i forgot to put intro on my story so there it is if you want and plzz don't be a silent reader if you like it then vote for it or comnt it so i can get courage or interest to write next part plzz Main characters n...