Jawad ka nuqta e nazar
Mai jaise hi ghar pohcha me ghar ke ander dakhil hua mere khayal me uroosa so rahi hogi kyun ke abhi raat 2 baj chuke hai mai uroosa ki room ke ander dakhil hua tw uroosa soo rhi thi mai chup chap apne room me chala gaya kapre change karne ke baad me bhi so gaya
Agli subah
Musannif ka nuqta e nazar
Uroosa ne neend se uthne ke baad apni morning routine ki our nashta banane chali gayi halanke sara kaam noukraniyan karti hai lekin jab uroosa ka dil chahta hai tw vo nashta ya lunch ya dinner khud banaya karti hai
Uroosa ka nuqta e nazar
Uroosa souchte hue
aaj jawad ko me uske jurm ki saza dungi usne mujhe bhot tarpaya hai jawad tumhe aaj mehsos hoga ke asli dard kiya hota hai dil totna kise kehte hai aaj tumhe ahsas hoga ke maine apni ye zindagi kese kati hai bina muhabbat ke bina chahat ke bina sachayi ke han yaha tak ke tumne mujhe jhoota bana diya jawad lekin tumse muhabbat ka khel khelte khelte mai bewaqoof tumse sach me muhabbat kar bethi ho lekin me apni ais muhabbat ko khud per hawi hone nahi dungi mai apne maa baap ke katal ka insaaf zaror karungi
Uroosa apne souchon me gum thi ke achanak jawad pheche se uroosa ko back hug karte hue kehne laga
Jawad : arre wah aaj mujhe uroosa madam ke hath ka nashta khane ko milega i am so excited pata hai ye maids bilkul acha khana nhi banati
Uroosa hanste hue boli
Uroosa : acha phir tw tum ain maids ke hath ka khana najane kitne salo se kha rahe ho jawad sahab makhan zara kam lagayen makhan mahenga hai
Jawad hanste hue kehne laga
Jawad : acha me puri makhan ki factory khareed sakta ho
Uroosa : oye hoyee me tw samjhi thi tum nihayat ghareeb insaan ho roz subah aese kapro me kitchen me ajate ho
Jawad ka dress
Jawad : oh ho me ghareeb insaan nahi ho is world me mera naam hai nihayat ameer tareen ainsan ho ais world ka our ye kapre tw casual dress hai aisme kiya burayi hai our khud ko dekho kaise kapre pahenti ho
Uroosa ka dress
YOU ARE READING
SAFAR
RomanceIts an Urdu Fiction Sorry everyone i forgot to put intro on my story so there it is if you want and plzz don't be a silent reader if you like it then vote for it or comnt it so i can get courage or interest to write next part plzz Main characters n...