Shehnaaz phone started ringing.
S- ohh god...
She picked up the call.
S- hlo....
Shm- thank God atleast tumne phone uthaya to... varna mujhe lga tha tum to uthaogi hi nhi...
S- galati krdi utha ke...
Shm- kaha ho tum... abhi ki abhi ghar vapis aao....
S- m nhi aa rhi...
Shm- shehnaaz ghar vapis aao right now... hume tumse baat krni h...
S- mujhe pta h apko kya baat krni h... pr mere paas usse important kaam bhi h isiliye m ghar nhi aa sakti....
Shm- aisa kya kaam h tumhe.... aaj phir raat ko late aaogi...
S- nhi aaungi m... raat ko bhi nhi aaungi.... kl ya parso aaungi...
Shm- what?? Tum ho kaha shehnaaz...
S- maine apko bta diya m nhi aungi... isse jyada of koi baat krne ka koi fayda nhi h aap nhi samjhne wale.... apko jo bhi baat krni h mere aane ke baad krna... byyy
Shm- but...
She cut the call. She got so many messages from her dad to come home and one msg from mahira.
"Ghar mat aana mom bhot gussa h"
Shehnaaz made a confused face.
S- ise kya ho gya... kisi pagal kutte ne to nhi kaat liya jo aisi bate kr rhi h... meri fikr...?
Vansh was sleeping.
Sid- shehnaaz...
S- haa
Sid- tumhe ghar jana chahiye... m hu yaha...
S- nhi m vansh ko chod ke nhi jaungi...
Sid- pr m hu na...
S- m nhi ja sakti sidharth... tumhe jana h to ja sakte ho....
Sid- nhi thik h... pr i don't think tumhara yaha rukna thik hoga...
S- kya... or tumhe aisa kyu lagta h...
Sid- kyuki tumhare parents yeh nhi chahte h... woh tumhe phone pe phone kr rhe tumhe vapis ghar bula rhe h pr tum ignore kr rhi ho...
S- to tum kya chahte ho... vansh ne mera humesha sath diya h... har time mere sath khada rha h or ab jab use meri jrurat h to m use chod ke chli jau....
Sid- pr woh akela nhi h na...
S- tum nhi samjhoge...
Sid- exactly... m tumhe kabhi nhi samjh sakta... tum jo bhi krti ho mujhe kabhi kuch samjh nhi aata... i don't know... apni family ke sath tum aise behave kaise krti ho... us din mahira ke liye maine tumhari ankho nafrat dekhi... or baad me sach jaan kr m bhot hairan hua... she is your sister....
S- tum nhi samjhte kyuki tum kuch nhi pta... kuch nhi jante tum... isiliye behtar hoga mujhe judge krne ki jgah tum...
Sid- shehnaaz.... yeh mat socho ki m tumhe judge kr rha hu.... but koi bhi reason tumhe apne parents ki disrespect krne ki permission nhi deta...
S- maine unki disrespect nhi ki.... kabhi nhi...
Sid- aisa kehne se sach nhi badlega... sab kuch dikhta h... or in sab me vansh bhi tumhe support krta h whigh is not right...
S- aisa tumhe lagta h... woh bhi tumhari trah hi h... tumhe to m blame nhi krti kyuki tum kuch nhi jante pr woh sab kuch jante hue bhi yeh sab krta h...
Sid- to tumhe samjhna hoga ki agar aisa h to kahi na kahi tum galat ho.... woh tumhare parents h...
S- nhi h woh mere parents... nhi h... unki sirf ek hi beti h or woh h mahira singhania... bas...
Sidharth look at her. Her eyes welled up.
S- 3 saal ho gye h jab mujhe pta chla ki jinhe m apni family samjhti hu wo asal me meri family h hi nhi... unhone to mujhe adopt kiya jabki mere asli parents koi or hi h... sab kuch khatam ho gya us din... everything... phir maine apne aap ko un sab se bhot dur kr liya... or tab se sab kuch aisa hi chal rha h... ab m kitni bhi koshish kr lu sab kuch pehle jaisa nhi kr sakti...
Sidharth was shocked listening her confession. She was crying. She was broken. He pulled her gently and hugged her. He didn't said anything.. just caressed her hairs. He never seen her like this. Seeing her in that condition was seems difficult for him. His heart was aching seeing her like that. He was feeling the pain which he never felt before for anyone.
She brokw the hug. She wiped her tears and look away.
Sid- its okk
She look at him.
S- its not easy... you think i hate them... but i miss them...
Sid- as you said... itna sab hone ke baad bhi woh bilkul nhi badle to tumhe nhi lagta ki unki koi galati nhi h... pr tum bina vjah punish kr rhi ho... unhe bhi... or khud ko bhi...
S- lekin sach to koi nhi badal sakta...
Sid- pr isse koi farak nhi padta ki woh tumhare asli parents ya tumhe adopt kiya h... farak isse padta h ki woh tumse kitna pyaar krte h...
S- sidharth mere mann me to woh baat abhi h na... or humesha rhegi... kya use koi nikal sakta h...
Sid- koshish kr sakte h... agar tum chance do to... sab thik ho jaega...
S- sab kuch pehle jaisa kabhi nhi ho sakta...
Sid- bilkul ho sakta h...
Shehnaaz sighed.
S- tum time waste kr rhe ho... mujhse nhi hoga... isiliye jaisa chal rha h chalne do...
Sid- bilkul nhi... tum abhi ghar jao...
S- pr...
Sid- i said go shehnaaz... vansh ki fikar mat kro... m yahi hu... tum ghar jao...
S- ghar jau?? Galiya sunne ke liye...
Sid- ab aisa kaam kiya h to dant to padegi... or aaj nhi jaogi to kya farak padega... kabhi to jaogi...
S- okk...
Sid- good...
S- i don't know m tumhari baat kyu maan rhi hu... jab maine kabhi vansh ki baat hi nhi mani... woh bhi tumhari trah humesha sirf unki tarafdari krta rehta h....
Sid- pr yeh tumhare liye hi acha h...
S- haa... meri bhalayi krne ka theka sirf tum dono ne hi uthaya hua h... jab mujhe koi problem nhi h to tumhe kya problem h....
Sid- faltu bate mat kro jao... byy
S- huh byy
Sid- remember one thing... sab kuch tumne kharab kiya to sab sahi bhi sirf tum hi kr sakti ho....
S- hmmm
She left.
_________________❤❤❤
आप पढ़ रहे हैं
Shiddat...❤
FanfictionShiddat...❤ what happen when shehnaaz proposed sidharth... when she expressed her feelings to him but he rejected her... not because he doesn't love her... he also have the same feelings towards her but still... what can be the reason of his reject...