Continue from previous part.
Haseena is locking the door of her house when two little hands warps around her waist, she turns and smiles.
Gaurav-kaisi hai aap badi maa...mera matlab Haseena....(smilingly).
HM-hum badhiya hai aap bataiye aap kaise hai aur aap akele aaye hai....
Gaurav-papa aaye hai....
Dev-hello miss Malik....(smilingly).
HM-aap yahan?
Dev-woh aaj Diya ka birthday hai aur woh udas hai kyuki uske bade papa aaj ghar par nhi hai...
HM-aap hamari taraf se bhi Diya ko birthday wish kar dijiyega waise kahan gye hai Mr.Singh?
Dev-Kanpur gye hai kisi meeting ke liye...
HM-oh...
Gaurav-Haseena hum aapko invite karne aaye hai toh kya aap aaj Diya ke liye uske birthday party mein aayengi....(he asked with puppy face).
HM-maaf karna beta par hum yeh party wagaira mein nhi jate....
Dev-aap tension mat kariye koi bada function nhi hai bas hamari family hi hogi aur aap aayengi toh shayad Diya ko accha lagega....
HM-par....
Gaurav-please Haseena......(with puppy eyes)
Dev-main janta hoon ki aap sirf bhai ki wajah se mana kar rahi hai na kyuki aapne shayad unhe khud se milne se hamesha ke liye mana kar diya hai par aap chinta mat kariye bhai kal subah aayenge....
HM(in mind)-Mr. Singh ne apni family ko sach nhi bataya hai abhi tak par kyu....
Gaurav-aap aayengi na Haseena....
HM-thik hai hum aa jayenge par sirf paanch minutes ke liye.....
Dev-thank you bhabhi...I mean Miss Malik....(smilingly).
HM-thik hai phir hume school ke liye late ho raha hai toh hum chalte hai....
Dev-ji....
Devaki Niwas
Dev-plan ka pehla aur sabse muskil padav toh paar ho gya ab hume kaise bhi bhaiya ko jaldi ghar bulana hoga taki woh aur bhabhi mil sake aur shayad yeh ek mulakat unki zindagi mein khushiya la de.....
Maa-tum Anu ki chinta chhod do use main bula lungi par Diya ko toh batana padega ki use kya bolna hai warna sach bol diya ki uska aaj birthday nhi hai toh hamare sare plan ka ram naam stya ho jayega....
Jeevika-usko main samjha dungi aur baki ki planning jija ji kar aapke hathon mein hai....
VS-are bhabhi aap chinta mat kariye aaj chahe kuch bhi ho jaye par aaj miss mystery aur saale sahab milenge bhi aur Haseena hum sabki bhabhi bhi banengi....(he said confidently).
KS-Vyom ji agar aaj kuch bhi gadbad hua toh yaad rakhiyega ki agala case hum aapke khilaf ladenge...woh bhi divorce ka...(warning tone).
PS-aur hum apne bahurani ke sath denge......
VS-waise dono ladti hai par aaj ek team mein ho gyi....(surprisingly).
SS-bade bhaiya ki shaadi mein golgappe aur chaat milegi isliye dono ek team mein chali gyi hai.....(she said with a smile).
CC-Santu matlab kamal ka knowledge hai aapka....(blushing).
SS-mummy bachpan se mungfali khilati hai isliye....
Billu-yeh sab chhodo aur plan ke main bande par dhyan do....
Gaurav-bade mummy papa?
Billu-nhi Diya par kyuki agar usne bol diya ki aaj uska birthday nhi hai toh pata chal plan ulta pad gaya isliye use samjho.....
![](https://img.wattpad.com/cover/280365932-288-k419143.jpg)
YOU ARE READING
Zindagi - The game of destiny✔
FanfictionWhatever happens in life is pre-prepared by destiny. No matter what we do, we cannot change our destiny, then can we change it? Not us but does love change our destiny? Haseena Malik-A sweet hearted person who has always a smile on her face. Anubhav...