Two week later
Dev-kab tak bahane se milte rahoge, are ja kar bol kyu nhi dete ki....
VS-Haseena ji hum Anubhav Singh aap se atyant prem karte hai....
CC-wow Vyom bhai itni acchi hindi bol diye aap...
VS-pure tees minute lage hai mujhe.....(he said proudly)
SS-ek sentence sikhne mein?
VS-nhi atyant word sikhne mein....
Dev-jija ji abhi apni hindi sikhne ki veer gatha sunana band kariye aur jis cheej ke liye yahan aaye hai us par focus kariye...(irritated)
KS-aur nahi toh kaa, Bhaiya kah do na hamari hone wali bhabhi se ki aap unse pyar karte ho...
AS-bilkul bhi nhi....
Jeevika-par kyu?
AS-kyuki unhonne hamari dosti swikar karte samay hi kaha tha ki unhe dosti ke alawa har rishte se nafrat hai aur yadi humne yeh rekha par ki toh hum unki dosti bhi kho baithenge jo hum bilkul nhi chahte.....
SS-bade bhai kya pata itne dino mein woh bhi aap se pyar karne lagi ho....
Dev-aur waise bhi ek baar koshish karne mein kya harz hai......
KS-isliye yeh park wark mein milna chodiye aur ghar jakar I love you bol dijiye....
VS-aur agar aapse nhi ho payega toh unhe ghar lekar aaiye hum unke liye surprise plan kar denge aur aap mauka dekh kar I love bol dena......
AS-nhi matlab nhi.....(irritatedly).
Jeevika-bhaiya ek baar kah kar toh dekhiye shayad woh bhi aap se I love you too bol de....
AS-Jeevika please jid mat karo, hum is pyar ke chakkar mein dosti nhi khona chahate woh dosti jo ab hamare liye atyant priya hai.....
VS-par bade bhai.....
Dev-rehne dijiye Jija ji koi fayada nhi hai, kyuki bhaiya karenge wahi jo woh khud chahte hai.....(he said sadly).
Hearing Dev's words Anubhav get lost in his past
Is ghar mein teri koi bhi manmani nhi chalegi, samjha....(angrily).
Par Baba yeh billi ka baccha hum nhi Dev aur Karishma lekar aaye hai.....(crying)
Un dono ke upar naam daal kar khud bachana chahta hai, pata hai us billi ke bacche ne ghar mein kitna nuksan kar diya hai.....(scolding)
hum sach kah rahe hai Baba aap chahe toh Dev aur Karishma se puch lijiye.....
Digvijay kyu bache ko dant raha hai....(an old man scolded Baba)
Yeh itna sar chadha sirf aapki wajah se hai pitaji....(irritatedly)
Anubhav tu ja apni maa ka paas kyuki tere baap ke paas tujhe dantne ke alawa koi kaam nhi hai....(smilingly)
KS-bhaiyaaa....
AS-haan...(coming from his thoughts).
KS-kahan kho gye the?
AS- hum aate hai....(he said and went towards his room).
VS- kitne armaan the mere saale sahab ki barat mein nagin dance karne ke, sab toot gye....(sadly).
Dev-ab hum isse jyada kar bhi kya sakte....(disappointedly).
KS-ab toh upar wala hi jane kya hoga...
Jeevika-pata nhi kya likha hai bhaiya aur Haseena ki kismat mein......
YOU ARE READING
Zindagi - The game of destiny✔
FanfictionWhatever happens in life is pre-prepared by destiny. No matter what we do, we cannot change our destiny, then can we change it? Not us but does love change our destiny? Haseena Malik-A sweet hearted person who has always a smile on her face. Anubhav...