Bekhabar

1.5K 167 62
                                    

Continued from previous part

Dev-kya baat hai Jeevika aaj toh pura ghar khane ki khushboo se mahak raha hai.....(he said while sitting on the chair).

Jeevika-bhabhi ke liye bana hai yeh sab, tumhare liye nhi....

Dev-yeh toh acchi baat hai par kabhi kabhi mujhe par bhi thodi daya kar diya karo meri Jeevi.....(smilingly).

Jeevika-kar diya hai mere pyare pati.....

Dev-matlab?

Jeevika-maine tumhare liye tumhara favorite aalu matar bhi banaya hai....(smilingly).

Dev- thank you meri pyari Jeevi (happily), I love you.....(kissed her hand).

Jeevika-I love you too....(she said with a smile).

KS&VS-Ahem ahem.....

Dev-aap dono kabhi khud toh romance karte nhi ho aur hamare romance ke beech mein aakar hamare romance ka thermometer bhi kharab kar dete hai......(he said tauntingly).

KS-toh apne aas paas dekh kar apna romance chalu kiya karo na....(annoyed).

Dev-aage se dhyaan rakhenge hum dono.....(annoyed).

SS-yeh bade bhaiya aur Haseena bhabhi kahan raha gye....

Dev-honge dono busy ek dusre ko niharne mein....

In Anubhav' room.

HM-Mr. Singh kahan raha gye the aap?

AS-sorry woh file pura karne mein time lag gya....

HM-chale neeche, sab wait kar rahe honge.....

AS-ji....

She got up from the bed and walked towards him.

AS-aap sidhyon tak apne pairon par hi  chaliye....

HM-thik hai par kam se kam hamara hath toh pakad lijiye agar hum kahin gir wir gye toh lene ke dene pad jayenge....

AS-aap chinta mat kariye hum hai aapke sath aapko kuch nhi hone denge....

HM-hath tham kar chalne mein aapko koi pareshani hai kya....(she asked with a smile).

AS-hum toh zindagi bhar aapka hath tham kar chalna chahte hai par aap hi taiyar nhi thi.....(he said in flow flow).

HM-ji...???

AS-kuch nhi.....(nervously).

HM-aap humse kuch chhupa rahe hai kya....(she asked questionably).

AS-nhi toh....

HM-pata nhi hume aisa kyu lag raha hai ki aap aur aapki family humse kuch chhipa rahe hai....

AS-nhi aisa kuch nhi hai.....(nervously).

HM-aa gye....

AS-kahan?

HM-Agra....(taunting)

AS-Haseena ji....

HM-stairs ke paas aa gye  hai hum....(annoyed).

AS-Oh...sorry humne dhyan nhi diya...

HM-ab le chalenge  hume?

AS-ji....

He gently took her in his arms in bridle style while she intertwined her hands around his neck.

HM-waise hum jyada bhari toh nhi hai na, woh kya na hume apna weight bhi yaad nhi hai.....

AS-nhi aap bhari nhi hai....(smilingly).

Zindagi - The game of destiny✔Where stories live. Discover now