Virat and some few other comparatively sensible chavans were stressed for sai ..they were getting anxious ...
V - aai phn bhi nhi lg rha ...pta nhi kaha chli gyi sai ...
P - virat ...acha hai na bala talli ...
V - pakhi enough !tumhe pta bhi hai kya bol rhi ho tum ... sai patni hai meri ...pls zubaan smbhall ke baat kro ...
P - waah ..kal tak toh tum khud use suna rhe the aur aaj mujhe tameez sikha rhe ho ...
V - jo maime kiya woh glti thi meri ...maim gusse meim tha lekin tumne bhi uss gusse ka faayda uthaaya kal ...
P - maine ?
V - haan tumne ... kal tumne mujhse kaha ki ghar walo ko mere suspension ke baare mein sai ne btaya par asal mein sbko tumne bataya tha ...haina ??
Pakhi was shocked hearing this ...
P - virat ...
V - pakhi mujhe tumhaari sfaai nhi chahiye ...lekim maime yeh baat kahi taaki tumhe ehsaas ho ki tum jo bhi bologi main chup chap nhi sununga ... aur jab baat meri patni ki hogi tab bilkul nhi ...ek baar glti ho chuki hai mujhse main use dorhaana nhi chahta ...mere aur sai ke maamle mein main tumhari kisi bhi taraah ki tip I bardaash nhi krunga ..issliye pls ... ab sai ke khilaaf kuchh mtt bolo ...aur aap sab bhi sunnlijiye main bina wajaah kisi ki baat nhi sunanga sai ke khilaff aur koi bhi use kuchh nhi kahega ...
Pakhi s mouth was shut now....
Aai - godu yeh sab chodo aur sai ke baare socho ....woh Shahar meim nayi hai ..pta nhi kaha hogi ...
V - aai ...main kaha dhundo use ...main ek kaam krta hoon aas pdoos meim dekhta hoon ...
And he was about to go but just then sai enters ...
V - sai ...
He takes a sigh of relief ....Aai - sai ...beta kaha chli gyi thi tum ..
She goes and again hugs her ...V - sai pta hai kitna pareshan ho gya tha main ..kaha chli gyi thi tum ....
S - aai maim doctor ke pass gyi thi ... aur dwayi leni thi isliye kuchh khana bhi tha toh bas kuchh khaane gye thi ...
Virat felt bad hearing this ...
S - kya hua ...aap sab ko kya lga ki main vaapis gadchiroli chli gyi ? She said looking at virat ...
Fikar mtt kijiye yeh bhi sach ho jayega main kal gadchiroli vaapis ja rhi hooon ..Ground slip under virat s feet ...
V - sai aisa kyu bol rhi ho? Tumhaara apna ghar hai yeh ...
Sai started laughing ...a fake laugh ...
S - mera ghar ... mujhe apne ghar meim meri aukaat dikha kar aap ,keh rhe hai ki yeh mera ghar hai !!! Virat sir yeh mera ghar mhi hai ...yeh apka ghar hai ...aur yeh apka pariwaar hai ... koi jitna bhi keh le lekin yeh sach nhi bdla ja skta ki nahi ab mera koi ghar hai aur nahi mera koi apna ....
She said with welled up eyes ...
Virat s heart broke ...infact, everybody s eyes softened ....
Aai - sai beta aisa nhi bolte ...
S - aayi yeh sach hai ....agar yeh mera ghar hota toh yaha bina meri baat sune mujhe har cheez ke liye gunhegaar nhi kaha jaata ... khaana toh hum kisi bhi raah jaatd bhookhe ko bhi khila dete hai ..lekim mujhe khaana khaane se bhi mnna kr diya gya ... aai main yeh sab seh skti hoon lekin meri aaba ki parvarish par swaal uthaye yeh nhi seh skti ...
YOU ARE READING
SAIRAT - ABSOLUTE BLISS ( PART 2 )
FanfictionThis book is the continuation of my Os book "Absolute bliss " ...