Ignoring eachother

665 107 90
                                    

Anubhav: mujhe bhi Haseena keliye vahi attraction hai jo usse mere liye hai.

"Kya?", they both heard Karishma's voice.

Both looked towards Bathroom's door and went shocked.

Anubhav: Karishma tu?

Vishal: tum baathroom mein chup ke sab sun rahi thi?

Karishma noded.

Karishma then looked at Anubhav who was standing closing his eyes out of frustration.

Karishma walked towards him.

Karishma: Haseena ko bhi ap pasand hai?

Anubhav opened his eyes.

Anubhav: Karishma ye baat bahar nahi jaani chahiye.

Karishma: chill bhaiya, mere itne secrets hai apke paas, mai apka ek secret toh sambhaal he sakti hu.

Anubhav huffed.

Karishma: bataiye na? Ki Haseena ko bhi ap pasand hai kya?

Anubhav: iss baat pe zyada dhyaan mat de, sirf attraction hai humare beech.

Karishma: Hayee... matalab kuch toh hai na?

Anubhav frowned.

Vishal: Karishma usse tang mat karo.

Karishma: are waah, mai tang kar rahi hu?
Mai seriously suprised hu yaar, I mean Haseena ne aaj tak kisi ke taraf dekha tak nahi, are vo bechari toh itni single hai ki aaj tak uska koi crush bhi nahi hua.

Anubhav looked at Karishma.

Karishma: I always wondered ki Haseena ko kaisa ladka pasand ayega. Ab samajh aya, ki uski choice ap jaisi hai.

Anubhav: mujh jaisi matalb?

Karishma: Boring and Khadus.

Anubhav: mai khadus?

Vishal couldn't help smiling.

Anubhav: Vishal tu bhi?

Suddenly Karishma's phone rang and it was Haseena calling.

Karishma: lijiye apki pyaari Haseena ka call hai.

Anubhav glared at her.

Karishma smiled in return and picked the call keeping it on the speaker.

Karishma: bol meri jaan!

Haseena: Karishma, sun n...meri grammar note book sir ke room mein reh gaiee hai, kal please yaad se lete aana.

Karishma smiled.

Karishma: tera dil bhi bhaiya ke room mein reh gaya, tu kahe toh usse bhi le aau?

Haseena: y..ye...ye kya bakwas kar rahi hai tu?

Karishma: are chill, mujhe sab pata chal gaya hai.

Haseena: kya..kya pata chal gaya hai?

Karishma: Yahi ki...do dil...mil rahe hai , magar chupke chupke!

Anuseena: bakwas band kar!

Both became silent for a while , where as Karishma smiled.

Karishma: ghussa bhi corus mein, vow yaar, kya pyaar hai.

Anubhav snatched the phone and ended it.

Anubhav: koi pyaar vyaar nahi hai.

Vishal: exactly, isse bilkul badhava dene ki zarurat nahi hai.

Karishma: apki problem kya hai? Meri love story ke hero hoke khud he villan bane huee ho aur ab meri Bhai ke love story ko bhi start nahi hone de rahe!

Vishal: Karishma ye bachpana band karo.

KUCH TOH LOG KAHENGE- SEASON 2Where stories live. Discover now