Haseena Invites Trouble

1K 92 280
                                    

At an house busy with servants, a girl was rushing up stairs towards a perticular room.

But she suddenly stopped a far looking at the familiar figure.

She smiled looking at the person whose back was facing towards her.

She composed herself and gently entered the room but stopped listening the sentence he spoke.

Vishal: Anu...yaar papa ne ladki dekhi hai.

Anubhav gazed at Vishal with an expressionless face.

Anubhav: tu nahi dekh raha hai toh unhe toh dekhne de tere liye ladki.

The girl, which was none other than Karishma became sad.

Vishal: par yaar... arrange marriage?

Anubhav: agar tujhe love marriage karni hai toh koi ladki dhund aur date pe jaa.

Vishal: yaar causal dating mein intrest nahi hai mujhe.

Anubhav: (glaring) tujhe arrange bhi nahi karni love keliye bhi problem hai toh tu chahta kya hai?

Vishal: mai chahta hu ki tu mere saath vo ladki dekhne chale.

Anubhav: taki tu mujhe uske saath set kar sake?

Vishal: a..aisa nahi hai.

Anubhav: aisa he hai...last time bhi tune yehi Kiya tha...Mera toh kuch nahi hua lekin maine uss ladki ki beizzati kar di.

Vishal: are lekin sachme mere liye ladki dekhne Jana hai. Tu chahe toh jate se he behen bol de usse.

Anubhav: hmm.

Anubhav turned and found Karishma who was expressionlessly looking at Vishal.

Vishal didn't turned.

Anubhav: tu yaha kya kar rahi hai?

Karishma: v.. vo chachi apko bula Rahi hai aur...aur mai jaa rahi hu.

Anubhav: akele chali jayegi ya chhod ke du?

Karishma: nahi...(taunting) aur vaise bhi apko apke dost ko date pe leke Jana hai.

Anubhav looked at Vishal.

Vishal: Karishma Singh padhiee ke taraf dhyaan do.

Karishma:(frown) haa sir aur ap aj ki date ki taraf dhyan dijiye.

Saying this she left.

Vishal: yaar ek toh Teri ye behen alag sar dard hai.

Anubhav: teenager hai vo... teenage mein aise crushes ate rehete hai.

Vishal: Teri behen hai isiliye chup hu.

Anubhav sternly looked at him.

Anubhav: Varna kya karta?

Vishal: v..Varna...Varna bhi kya he kar sakta tha.

Vishal gave him a smile.

__________________________________

At a cafe, a girl was seated scrolling her Instagram when suddenly entered Karishma in rage and snatched her phone and kept it on the table.

The looked at her.

Karishma: Haseena meri life mein yaha itni badi problem ho gaiee hai aur tu yaha phone chala rahi hai?

Haseena: chill yrr ek rishta he toh hai.

Karishma: ek rishta nahi hai, iss mahine ka ye 15th proposal hai sir ko.

KUCH TOH LOG KAHENGE- SEASON 2Where stories live. Discover now