Insecurities!

708 117 110
                                    

Next Day, Karishma came back home with Haseena and both were seated in the living area that's when came Namya with two juices in the tray for both.

Namaya: welcome home!

Haseena: ab ye kya Naya natak hai.

Namaya: natak nahi hai Haseena mai Sudhar gaiee hu aur tumhare sir ne bhi mujhe maaf kar diya hai. Ab humara divorce nahi hoga.

Haseena looked at Karishma and she faked the smile.

Both quietly took the glasses on the tray.

Namaya: Karishma, kya khaogi? Ajj mai apni pyaari si nanad ke liye apne Haathon se khana banaugi.

Karishma: bhabhi mai aur Haseena bohot thak gaye hai, hume maan nahi hai hai...

Haseena: mam...Gajar ka halwa!

Both looked at her.

Haseena: I..I mean itni acchi news sunaiee hai aur mu bhi meetha nahi kiya toh...

Namaya smiled.

Namaya: mai abhi banake lati hu.

Namaya left.

Karishma: tu stupid hai? Tujhe pata hai na Bhai ki favourite dish hai ab usse ek aur bahana mil jayega Bhai ke kareeb jane ka.

Haseena: Mai Anubhav sir se milna chahti hu isiliye he toh maine unhe gajar ka halwa banane keliye bola.

Karishma:(murmuring) ek toh pehle he ye aurat sehen nahi hoti upar se drama bhi karo!

Karishma walked towards her room.

Haseena:(pov) Jab se iss plan ki baat huee hai bohot chidchida gai hai, koi nahi mood theekh kar he lugi mai iska.

Haseena started walking towards Anubhav's room to meet him but then he saw a servant moving inside in his room with two luggage bags.

Haseena followed them and they left the room keeping the bags.

Haseena looked at Anubhav standing there.

Haseena: ye sab kya hai?

Anubhav: Namya ka samaan.

Haseena: Par ye apke room mein kya kar Raha hai?

Anubhav: shayad tum bhool rahi ho ki maine Namya ko humare plan ke according maaf kar diya hai, toh ab Namaya ke hisaab se hum phir se pati patni hai aur ab mai Namya ko uske patni ke hak se dur nahi rakh sakta.

Haseena's face went down.

Anubhav took a glance at her.

Anubhav: Isiliye keh raha tha ye plan execute nahi kar te hai. Kyu ki bhale he tumhe sab pata hai lekin mujhe tum kisi aur ke saath dekh nahi paogi.

Haseena: na..nahi, nahi it's ok par...ap...ap uske saath bed share nahi karenge.

Anubhav: lekin mai dusre bed pe souga toh usse shak nahi hoga?

Haseena: nahi...ap...ap koi bhi bahana bana lijiye par ap uske saath ek bed pe nahi soyege.
Haa Maine he apse ye plan execute karne keliye kaha hai par...par mai ye bilkul bardash nahi kar sakti ki koi aur apke saath ek bed pe ho.

Anubhav smirked.

Anubhav: matalab...

He started moving towards her.

Anubhav: tum mere saath ek bed pe...

Haseena: y..ye ye...kya keh rahe hai ap.

Anubhav: tumne he toh kaha na ki tum kisi aur ko mere saath bed share nahi karne de sakti matalb tum mere saath bed share kar sakti ho.

KUCH TOH LOG KAHENGE- SEASON 2Where stories live. Discover now