Anubhav's property, Namya's wish.

712 108 149
                                    

Next Day, Haseena reached the school and found the media standing outside the gate of the school and the school security was handling it.

Haseena: (pov) mamla badhta he jaa raha hai.
Kuch karna hoga.

She the went to her class and found that the class had became a gossiping club and it was all Filled with rumours of Anubhav and Namya.

Some were speaking in favour of Anubhav and some were passing hate comments on him and this all was making Karishma stressed who was quietly seated at her place.

Haseena frowned.

Haseena: Karishma, tu kyu mu bana ke baithi hai? Tere Bhai ke baremein bol rahe hai na, ja ke bata de tere Bhai ko, ye bohot accha petrol hoga, books na complete karne baad lagi huee aage pe.

Haseena smiled wider and all got scared and went back to their respective places.

Haseena went to her place and sat.

Karishma: thanks yaar!

Haseena: thanks ki baachi, aise toh badi gola barud liye ghumti hai aur ab mu nahi khola jaa raha inke samne Tera?

Karishma: kya bolu yaar...ek toh pehele he uss Namya ne aur media ne dimag kharab kar rakha hai Ghar pe sabka aur ab yaha bhi mai ye sab shuru kar ke mood off nahi kar na chahti.

Haseena: vaise mere pass ek idea hai.

Karishma: kya?

Haseena: kyu na hum vo mall wali clip internet pe post kar de.
Phir apne ap sab ko sach pata chal jayega.

Karishma: hmmm, I think that will work.

Haseena: I am sure it will definitely work.

Karishma: toh tu aj directly mere saath mere ghar chal rahi hai.

Haseena: mera kya kaam hai? Upload toh tu bhi kar sakti hai.

Karishma : tu chup chap chal rahi hai.

Haseena: Are par ammi...

Karishma: unse mai baat kar lugi.

Haseena smiled.

Haseena: ok...vaise bhi mere liye toh accha he hai.

Karishma: Mai tujhe waha mere liye bula rahi hu.

Haseena: accha aisa hai kya, ok ye bhi karlenge.

Karishma punched haseena lightly and then she giggled.

__________________________________

At afternoon, Haseena headed towards Singh Mansion with Anubhav and Karishma.

Anubhav: tum roz ghar atti rahogi toh padhiee kab karogi?

Haseena: mai nahi aa rahi hu, apki behen le jaa rahi hai mujhe.

Anubhav glared at Karishma.

Karishma: Hum padhiee bhi karenge bhaiya!

Anubhav: Vo toh karni padegi, exams aa rahi hai.

Haseena: pata nahi mere dil ko kya sujhi? Mere professor se he pyaar kar baitha, pure romance ka kachra kar dete hai ap.

Haseena pouted and looked out of the window and Anubhav smiled.

Karishma: nahi matalab, besharami ki haad hoti hai bhaiya, vo complain kar rahi hai aur ap haas rahe ho.

KUCH TOH LOG KAHENGE- SEASON 2Where stories live. Discover now