Its been a week... Aur shubhman ke behavior me kafi change aaya ha.. Vo ishan ya mayank ko bilkul pareshan nhi kar raha.. He maintained a safe distance from them... But nazar uski un dono ki haar baat par rehti h.. Vo kaha ja rahe h.. Kyu ja rahe h.. Kisse baat kar rahe h.. Kya baat kar rahe h.. Matlab shubhman ko har baat ka pata hona chaiye...
Bich bich me vo koshish bhi karta h ishan se baat karne ki..but ishan is completely not interested...
After 1 week
Shubhman aur abhishek canteen me baithe ha..
Shubhman- its been a week yaar.. I tried to talk to him... But vo to dekh bhi nhi raha h meri taraf.. Jese hi me uske saamne aata hu vese hi aapni nazre dusri taraf kar leta ha jese mujhe dekhne se usse Eyeflue ho jaiga..
Abhishek - but why you want his attention...????
Shubhman - i don't know... Me chahta hu ki vo meri taraf bhi dekh le ek baar... Kya chala jaiga uska aagar muje bhi vo ek nazar bhar kar dekh le..
Abhishek - tujhe dekhta toh ha vo.. Par uninterested nazro se.. He don't like you man.. He clearly hates you..
Shubhman - exactly.. Aesa kya kar dia h mene jo vo aese behave kar raha h..
Abhishek - well sorry to remind you.. But ek hafte phele hi tune ishan or mayank ko jaan se maarne ki dhamki dee thi.. So how do you expect from him to act normal with you..
Shubhman - arre.. Vo to mene gusse me bol dia tha.. I didn't mean it..
Abhishek - aab aapna bola hua bhugat.. Tujhe haazar baar samjha rakha ha ki gusse me bolne se phele soch lia kar par tujhe hamesha meri baate late samj me aati ha..
Shubhman - ha.. Aab tu bhi shuru ho ja..
Itne me hi ishan and mayank bhi canteen me entry karte ha.. And as usual... Ishan or mayank ek dusre se chipke hua h.. Mayank ka hath ishan ke shoulder par ha aur ishan ka hath mayank ki waist par h.. Aur dono aapni hi duniya me khoe hua ha.. Pata nhi aesi kya baat karte rehte h dono 24 ghante.. Aas paas ke mahool ya dusro ki nazro ka unhe koi hosh hi nhi rehta..
Shubhman - (with irritated face) - dekha tune.... (ishan or mayank ki taraf dekhte hua)
Abhishek - kya dekha..
Shubhman - un dono ko
Abhishek - kya dekhu unme me.. Roz hi to dekhta hu..
Shubhman - i am talking about all lovely dovely behavior (with irritated face)
Abhishek - ha toh..
Shubhman - unhe ek dusre se aese chipkna zaruri h kya.. Meri taraf toh vo kabhi dekhta bhi nhi h or us mayank se pure din chipka rehta ha.. Akhir kya ha uus mayank me aesa.. Jo mujme nhi ha..
Abhishek - love for ishan... Care for ishan.. Sweet Way of talking with ishan... Always Good behavior with ishan.... Warm nature towards ishan... Softness for ishan..
Shubhman - aacha.. Aacha.. Aab band bhi ho ja.. Uski tarrif karna hi shuru ho gaya tu toh..
Abhishek - tune hi toh pucha tha
Shubhman - ha to.. Tujhe uski burai karni chaiye thi naki taarif..
Abhishek - usme burai ho toh burai karu na.. He is perfect
Shubhman - perfect my foot... I hate this guy..
Abhishek - toh karta reh hate.. Un dono ko toh kuch farak padega nhi.. They are happy in their own sweet world
YOU ARE READING
USKA PAGALPAN
RomanceStory of four boys.. jinki family phele se hi ek dusre ki dushman h... Chaaroh kismat se laade..aapno se laade.. ek dusre se laade...fir bhi ek dusre ke hokar bhi ek dusre ke nhi ho pae.. Kisne kisko dhoka dia.. kisne dhoka khaya.. kisi ka dil tuta...