Part 17

301 14 17
                                    

(Sorry for the late update everyone)

Scene continues......
Rajveer spilled out the water he was drinking and ended up coughing vigorously.

Shaurya(tryingto control his laugh): Kya hua bhai? Sach bolne mein darr lagta hain?
Rajveer hit Shaurya.
Shaurya: Ouhh! Kya yaar bhai? Kyun maar rahe ho?
Rajveer: Maine tujhe mana kiya tha na kisi ko bhi batane ke liye? Fir bhi bataya tu ne? Aasteen ke saanp....
Shaurya(making a cute face): This is not fair bhai.....maine toh yeh soch kar bataya ki sab log mil kar tujhe motivate karenge toh tu jaldi confess karega bhai.
Rajveer hit Shaurya again.
Rajveer: Idiot!
Preeta: Arrey itna gussa ho kyun raha hain tu? Agar Shaurya humein nahi batata na...tih bhi humein pata chal hi gaya tha teri harkatein dekh kar.
Rajveer(frowning): Meri harkatein? Kya matlab?
Kavya: Arrey buddhu....teri harkatein matlab tu jaise Divya ke liye care karta hain, jaise uske liye protective hain, jaise uske liye possessive hain, jealous hain...
Rajveer: Ek min ek min...kisne kaha main uske liye jealous hoon?
Karan: Nahi hain tu jealous?
Rajveer nodded negatively.
Mahesh: Pakka?
Rajveer: Haan pakka.....main nahi hoon Divya ke liye jealous aur possessive. Aur waise bhi...main use like karta hoon....
Shaurya raised his both the eyebrows.
Rajveer(looking at Shaurya): Accha theek hain....I do have feelings for her...liking se bhi zyada but main na hi uske liye possessive hoon aur na hi main uske liye jealous hoon.
Rakhi: Accha chal theek hain....nahi hain toh nahi hain.
Karan: Mom aap....
Rakhi winked at Karan.
Karan smiled seeing this as he knew the meaning of it.

"Rajveer....maddat kar na meri..."said Divya from the kitchen.
Rajveer: Haan aaya....
Rajveer helped Divya to serve the food and they all had a peaceful dinner filled with laughter and happiness.

Scene shifts to Diveer's bedroom,
Rajveer was making the bed when suddenly a message struck Divya's phone. Rajveer ignored it but soon someone called Divya up.

Rajveer: Divya tera phone.....
Divya(from bathroom): Tu utha le......
Rajveer picked up Divya's phone and before he could speak he heard from the other side....

"Yeh chaand bhi mujhse has kar pooche....
Yeh chaand bhi mujhse has kar pooche....
Kaun hain vo jo tera pyaar na samjhe?
Main chaand se kahu nadaan hain vo pagle.....
Par dekhna ek din....hogi meri dua poori ki vo mera pyaar apna le.....
Ki vo mera pyaar apna le...."

Rajveer frowned looking at the caller id.
Rajveer(on call)(frowning): Kaun hain?
Rohit(on call): Shit!
Rohit cuts the call immediately. Rajveer again called back but Rohit didn't pick up the call.

Just then Divya came out..drying her hair.
Divya: Kiska phone tha?
Rajveer: Koi nahi.....sim card lene ke liye....
Divya: Oo....chod...mera phone charge par laga de na.
Rajveer: Tujhe instagram nahi dekhna sone se pehle?
Divya: Dekhna hain na....
Rajveer: Toh fir?
Divya looked with a smile at Rajveer for a couple of minutes. Rajveer sighed and took out his own phone, handing it over to Divya.
Divya(with a smile): Thank you....
Divya hugged Rajveer and Rajveer reciprocated the hug.
Rajveer(with a smile): So jaa ab....
Divya nodded and Rajveer picked her up un hus arms and lied her down on the bed. He himself lied down beside her.
Rajveer(in mind): Taiyaar rehna Mr.Rohit Juneja. Aa raha hoon main tumse milne. Bohot shauk hain na tumhe Divya ko shayari sunane ka? Kal main tumhe sikhaunga kaise dard bhari shayari likhte hain....just wait and watch.

Next day,
In College,
Rohit Juneja was in his cabin when suddenly the peon knocked in.

Rohit: Come in.....
The peon: Sir yeh chitthi aapko ek aadmi de kar gaya.
Rohit: Chitthi?
The peon nodded and handed it over to Rohit.

Rohit opened the letter and started reading it.

The Letter,
Dear Mr.Rohit Juneja,
                              Myself Rajveer Arora, pehchana? Arrey tumhare favourite Divya ka pati hoon main. Kal raat ko tumne jo shayari boli thi na...vo maine suni....aur tumhari awaaz mein na ek alag sa dard hain. Tumhari shayari mein tumne apna dard bayaan kiya and I really appreciate it. Par....tum jo yeh Divya ke aage peeche ghoom ghoom kar use pareshaan kar rahe ho...I am not going to appreciate it.

Agli baar se jab bhi tumhe Divya ki yaad aaye...usse pehle tum yeh zaroor yaad kar lena ki Divya shaadi shuda hain aur uske pati ko tumhari shakal bhi bardaasht nahi hain. Hope tum yeh baat jaldi samajh jaaoge aur Divya ka peecha chod doge. Par agar...tumne aisa nahi kiya....toh tumhare awaaz mein jo dard tha na..main use convert kar doonga 1000X your physical pain. Aur haan...if you don't understand....yeh dhamki hi hain so take it as a warning itself.

                                  ~Your so called saut
                                               Rajveer Arora😁
The Letter ends

Rohit tore the letter in irriation and threw it in the dustbin.
Rohit: Ramesh....Ramesh!
Ramesh peon: Jii? Sir?
Rohit: Vo aadmi...jisne yeh letter diya....vo abhi bhi hain yaha?
Ramesh: Haan sir....
Rohit: Andar bhejo use....right now.
The peon nodded and sent Rajveer inside. Rajveer locked the door of the cabin and sat down like a boss.

Rajveer(smirking)(with a smile): Kaisa laga Mr. R..o..h..i..t....Juneja? Mera letter?
Rohit: Samajhte kya ho tum apna aap ko? Mujhe dhamki dene ki himmat bhi kaise hui tumhari?
Rajveer: Theek waise hi jaise tumhari himmat ho gayi ek shaadi shuda aurat ko shaadi ke liye propose karne ki.
Rohit: I love her....aur pyaar mein sab jayaz hain.
Rajveer: Agar aisa hain toh mera tumhe dhamki dena bhi jayaz hain Rohit....bilkul jayaz hain.
Rohit(smirking): Maine Divya ko propose kiya kyunki I have the capability to keep her happy. Main ameer hoon Rajveer....main agar chahu toh poori duniya uske kadmon mein laa kar rakh sakta hoon. Tumhare paas kya hain?
Rajveer(smirking): Mera paas vo hain jo sabse anmol hain.
Rohit: Accha? Aisa bhi kya hain tumhare paas?
Rajveer: Divya ka bharosa....she trusts me more than anything in this world. She feels safe around me.....vo mere saath vo sab share karti hain jo vo kisi ke bhi saath nahi kar paati hain. Aur yahi meri sabse badi taqat hain Mr.Rohit Juneja.
Rohit(smirking): Par kab tak Rajveer? Agle ek mahine mein tumhara divorce ho jaaega aur fir.....
Rajveer: Ek mahina abhi bhi baaki hain Rohit aur tab tak main chahunga ki tum usse durr raho.
Saying this Rajveer was leaving when.....

"Agar maine uska peecha nahi choda toh? Agar ek mahine tak main usse durr nahi raha toh?"asked Rohit making Rajveer stop on his tracks.

Rajveer turned smirking and leaned infront of Rohit.
Rajveer: Then I will make sure ki tum kisi bhi ladki ki taraf aankh uthane layak bhi na bacho. Mind it!

Saying this Rajveer strode out from the cabin leaving an angry Rohit.

Scene End.

Broken Without You❤️🥰 (Completed)Where stories live. Discover now