Recap-MaNan moments.......................Nandini Mukti moments......
And nandini ke tattoo banbna..............
Now back to the story.............Nandini,hmm mein jaanti hoon.......ki manik mujhse pyaar nahi karte hai par mein jaanti hoon par mein to karti hoon na tere bhai ko pyaar karti hoon ................aur mera pyaar hi humdono ke liye bahut hai................
Aur fir dekhna ek din sab theek ho jayega.........samjhi and plz itni sad mat hua kar samjhi.............
Mukti,ok bhabhi aap jeeti mein haari......ab jaldi se bhai ke naam ka tattoo banwao......fir aap ready ho jana and fir hum chalenge..............Bhabhi aap na great ho sachi mein..........
Nandini, acha...........
Mukti,hmmm
Girl,mam aapke tattoo kahaan banna hai.........
Yeh to meine socha hi nahi........aisi jagah banbati hoon jahaan Manik dekh na paaye............
Girl, mam kya hua..........aap kya soch rahi ho..........
Nandini,kuch nahi..........
Girl,mam aapne bataya nahi
Nandini,hmm.............back pe........yaa......yaa........
Girl,ok.....mam.........
Mukti,bhabhi aapko bahut dard ho raha hoga na.................
Nandini,nahi mukti iss dard se jada to mein manik ko puaar karti hoon............
Mukti,bhabhi aapko pata ki aap kitni sweet ho..........
Nandini,nahi to yeh to mujhe kisi ne nahi bataya..............
Mukti,to batati hoon......aap na bahut sweet ho sachi mein..........
Nandini,thank you so much
Mukti,Welcome bhabhi............acha bhabbi aap jab tak ready ho mein apna outfit leke aati hoon.............
Nandini,kahaan se...........
Mukti,yaheen bhabhi paas mein hi shope hai..........mein aapke phone mein addresse sand kar dongi............aap ready hoke wahi aa jana...........
Nandini,ok Mukti.................
After some time jab nandini ready ho jaati hai.............
Chalo mein to ready ho gayi .........Mukti ne kaha tha ki wo mujhe address sand karegi.........
And nandini phone chack karti hai.....................
Ok yeh hai address........chalo yaheen chalti hoon............
And jab nandini wahaan pahuchti hai to dekhti hai ki wahaan pe aag lag gayi hai..............
Nandini,oh my god Mukti...........Mukti kahaan hai..........kaheen wo andar........nahi.....aisa nahi ho sakta hai..........ek kaam karti hoon Mukti ko call karke dekhti hoon............
