Recap -manan morning scenes....... Nandini ka office ke liye ready hona.......... Manan all scene......... Nandini ka office janan
Note-taking sory friends chota sa part hai meri didi ke engagement mein tabhi itna hi ho paya...........
Part................
Nandini jab office mein jaati hai..........to sab nandini ko hi dekh rahe hote or manik apne ek business partner se baat kar raha hota hai....... And wo dekh hai ki office ka pora staaf ek hi dairaction mein dekh raha hota hai..........
Manik in mind-yeh sab ko kya hua hai... Yeh sab ek hi dairaction mein kyun dekh rahe hai.......... 🤔🤔🤔🤔🤔🤔mein bhi dekhon aisa kya hua hai..........
And jab manik dekhta hai to wo shocked ho jata hai.........
Manik-😮😮😮nannnnnndiniiiii...... OMG....... Wo bhi aise........
And manik bhaag ke nandini ke paas jata hai...........
Nandini-manik aap aa gye mein kab se aapka wait kar rahi hoon..... 😍😍😍😍kahaan the aap......... Aap dekho na yeh sab mujhe aise kyun dekh rahe hai.........
Mnaik in mind - kya karoon mein iska iske aiae cute antic face pe kiss karne ka man kar raha hai.......😒😒😒😒😒
Nandini-manik ji kya hua mein aapke bolne ka wait kar rahi hoon.......
Kuch boliye..........🤔🤔🤔🤔🤔Manik-baby aao mein tumko sab se introduce karta hoon...... 😘😘😘
Nandini-ok manik ji😊😊😊😊
And manik nandini ka sab se introduction karta hai or manik nandini ko uska cabin dikhta hai........
Nandini apna cabin dekh rahi hoti hai or manik nandini ko dekh raha hota hai.........
Nandini-manik ji cabin kitna acha hai...... So beautiful......😘😘😘
Or Manik nandini ko dekh ke compliment deta hai............
Mnaik-sirf beautiful hi nahi hot bhi...... Or pretty bhi........ 😘😘😘😘😘😘😘
And nandini manik ko dekhne lagti hai.......
Nandini-😮😮😮😮what....... Kya kaha aapne abhi...........
Manik-😥😥😥😥kuch nahi kaha sach mein........ Mein to cabin ke bare mein keh raha tha..........
Nandini-hmm ok..........🙄🙄🙄🙄
Manik-acha to tum yahi raho mein abhi kuch time baad aata hoon....... 😊😊😊
Nandini-ok manik ji........ 😊😊😊
And manik cabin se chala jata hi.......
.....And tabhi nandini ke cabin mein amar aa jata hai.........
Amar-hello mam....... 😊😊
Nanini-hiii i sorry par maine aapko nahi pehchana..... 🙄🙄🙄
Amar-mam mein isi office mein kaam karta hoon..... 😊😊😊😊
Nandini-ok...... 😊
Amar-aapko maine kabhi dekha nahi...... Sir ke saath...... 😊
Nandini-mein office nahi aati thi na tabhi....... Aaj aayi hoon.... 🙄🙄🙄🙄or aap mujhse mil ke kya karoge..........
......Amar-dosti....... Kyun wo nahi kar sakta hoon kya........ 😊
Nandini-ohhh dosti....... Hmm kar kyun nahi sakte hai....... 😊😊😊😊
Amar-hmm dosti..... 😊😊😊
And kafi der tak amar nandini ek saath baatein karte rehte hai or tabhi manik aa jata hai..........
Manik in mind-iski itni himmat ki yeh meri nandini ke saath baith ke baatein kar raha hai....... 😣😣😣yeh bhol gya hai ki yeh meri nandini hai...... Sirf meri........ 😣😣or kisi ki nahi and wo baatein bhi mere saath hi kar sakti hai........ 😣😣😣😣abhi batata hoon isko mein...........
And tabhi nandini manik ko dekh leti hai...........
Nandini-manik ji aap........ Aa gye....... 😊😊😊😊mein kab se apna wait kar rahi thi
Manik-jaanu tum kahaan reh gayi thi..... 😘😘😘mein tumhara apne cabin mein wait kar raha tha.....
Nandini-😱😱😱😱manik aap thik to ho.........
Manik-jaanu tum yahi raho mein abhi ata hoon kuch kaam hai....... 😊😊😊😊😊😊amar mere saath chalo......
Amar-ok sir......... 😊😊
Manik-nandini tum yahi raho........ 😘😘😘
Nandini-ok manik......... 🙄🙄🙄
And amar manik ke saath chala jata hai.......
Amar-sir nandini mam kitni sweet hai.......... 😊😊😊😊bilkul.....chocolate ki tarhaan....
Manik-hmm wo to hai..... Akhir meri wife jo hai.... Sweet to hogi.........😘😘😘😘
Amar-hmm sir wo mujhse kitne sweetly baat kar rahi hai.... Thi.....😊😊😊😊
Manik-😣😣😣😣wo ghr ke dogi se bhi aiae hi baat karti hai.....
Iska matlab yeh to nahi ki wo uske kareeb hai........jaao apna kaam karo chup chaap....or jahaan tak ho sake to kaam mein hi dhyaan lagao......... 😣😣😣😣😣😣Amar-ok sir🙄🙄🙄🙄
And amar wahaan se chala jata hai.......
Manik-duffer kaheen kaaa..... 😣😣😣😣chal manik apni nandini ke paas wo madam yahaan safe nahi hai..........akeli ladki khuli tizori ki tarhaan hoti hai.......😣😣😣😣
To be continue...............
Precap-Abhi pata nahi hai...........