Chapter 2

16.3K 647 13
                                    

After some time nandini manik ka wait kar rahi hoti hai taki wo Manik se puche ki usne aisa kyun kiya..............

And after some time Manik aa jata hai...........

Aur jab wo nandini ko bad pe baithe dekhta hai to wo nandini ko gusse se dekhne lagta hai.........

Tumko ek baar mein samjh nahi aata hai kya........Manik asked her

Manik ji yeh aap kya keh rahe ho.......nandini said

Manik,Maine kaha tha na ki mein tumhare saath koi relationship nahi rakhna chahta hoon to fir tum mere bad pe kya kar rahi ho.............

Nandini,Par manik ji hum jaanye kahaan

And manik nandini ka hath pakad ke usko wahaan se hata deta hai............

Manik: jo hoa so hoa! Wo sahi nahi tha........par ab kuch kar bhi nahi sakte hai.......ab tum jo chaho wo kar sakti ho.......... Lekin mujhse koi umeed na rakhna! Kyunke main na to yeh rishta manta hoob aur na hi tumein kuch de sakta sivaye dard ke.........Abb tumne mujhse shaadi kar ke apni life ki sabse vadi ghalati karr li hai to ab tumko iski keemat zindagi bhar chukani hogi............

Manik,mujhe nahi pata par........jo bhi humare bich hua wo baatein iss room se bahar nahi jaani chahiye............abhi to ache se samjhaya hai agar yah sari baatein iss room se bahar gayi to tum manik ka ek alag side dekhogi..........

Ab hatho yahaan se kyunki mujhe tumhara face dekhne mein koi intrust nahi hai.........aur han agar rona ho to plz zara aise rona ki tumahri voice mujhe na sunayi de.............

And nandini manik ke paas se chali jaati hai.........

She ran into the balcony and....... She sit on floor and started crying.

Haal-e-dil mera pucho na sanam
Haal-e-dil mera pucho na sanam

(She remembers............
Nandini,isliye manik ji mujhse milne nahi aaye the.........aur maine socha ki mein unko pasand hoon........kitni badi pagal hoon mein.....meine apni zindgi khud apbe haathoon se kharaab kar li..........)

Aapke ishq ki madhoshi mein
Dooba hai, ye aalam

Haal-e-dil mera pucho na sanam
Haal-e-dil mera pucho na sanam

(She remembered the when one of her friends teased her about her friends)

Jab shaam aaye, tum yaad aaye
Toofan laye, yaadon mein tum
Bebak si hai, har ek tamanna
Gustakhiyon mein, ab dil hai ghum

(Kyun kiya aapne mere saath aisa kya bigada hai meine aapka.......ab mein kya karoongi mein aunty ko kya kahoongi.......nahi mein unko kuch nahi bata sakti hoon..........kab takmein unko pareshan karoongi.........)

Khwaabon ke kaafile
Baaton ke silsile
Saath mere chale
Raat din har ghadi
Sargoshi mein khoya hai
Ye aalam

( she remembered Manik word mujhse kabbi koi umeed mat lagana........ )

Haal-e-dil mera pucho na sanam
Haal-e-dil mera pucho na sanam

Jaane kaha se, tum paas aaye
Huwe paraye, mujhse sabhi
Jeene lagi hai, har saans meri
Ab door jaana, na tum kabhi

(She remembered when he filled her maang)

Tham gaya hai sama
Pal bhi hai khushnuma
Main akeli yahaan

Aapke pyas ki khamoshi se
Bheega hai, ye aalam

She stood up and saw herself in the mirror........kya galti hai teri nandini.....kyun hota hai tere saath hi aisa......... Why was her life so complicated..........

Oh haal-e-dil mera pucho na sanam
Haal-e-dil mera pucho na sanam
(She was crying bitterly)

Why did everybody had to hate her. She never did or thought anything bad for anyone, then why God had too do this to her..............

She washed her face and looked at her mehndi. The colour was dark red.........kya fayeda aisi dark mehndi ka..........iska dark honekamatlab hota hai ki aapka husband aapko bahut pyaar karta hai par meri kismaat aisi nahi hai...........mera pati to mujhe dekhna nahi chahta hai.............

Tears were dropping continuously from her beautiful eyes.........

And nandini rote rote hi balcony mein hi so jaati hai..........

Scene change at morning 4 am............

And nandini dekhti asha aunty usk call kar rahi hai............

Nandini,good morning aunty.......
Asha,good morning bacha.......kaisi ho aap........aur aap itni jaldi kyun uth gayi...........
Nandini,mein theek hoon aunty.......And manik ji ko aaj office jana tha to isliye jaldi uth gayi mein...............
Asha,par bacha abhi to tum dono ki shaadi hui hai aur aaj se manik office bhi jaane ko hai..........
Nandini,aunty wo manik ji nahi jaane ko the par maine hi kaha unko jaane ko..........
Asha,acha to abhi se hi tune manik ko joru ka gulaam bana diya..........
Nandini,aunty aisa kuch bhi nahi hai.........Acha mein aapse baad mein baat karti hoon lagta hai manik ji uth gaye hai..........
Asha,acha theek hai mein khud tujhko baad mein phone karongi..........
Nandini,bye aunty.........
Aunty,bye aunty............

And call cut karne ke baad nandini rone lagti hai............

Kya kahoon mein aunty se ki unki nandini ke saath fir se khushiyon ne dhokha kiya hai..........

Khoyi khoyi si hoon main
Kyun yeh dil ka haal hai
Dhundli saari khwaab hai
Ulja har khayaal hai
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gayi

Raah mein kal kitni chirag the
Saamne kal phoolon ki bhaag thi
Iss se kahun kaun hai jo sune
Kaante hi kyun maine hai chune
Sapne mere kyun hai kho gaye
Jaage hai kyun dil mein gumm mere
Saare kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gayi

Na na na...

Nandini: ek sindoor ekk larki keliye kitna maayne rakhta hai ye nahi pata manik ji par mein aapko iska sahi matlub batake rahongi.......mein aapko majboor kar dongi mujhe pyaar karne ko...........ek din aap khud mujhe I Love You kahoge yeh mera wada hai aapse...............
Her eyes were bloodshot red because of all the crying. She came from the balcony and saw it 4:44 am...........

Sun rays hit nandini's eyes and she opened her eyes and remember Last night's conversation came in her mind and tears welled up in her eyes............ She sighed and went to the bathroom.

Morning 6:00............

After few minutes she came out of the bathroom and saw that manik was taking out his cloths...............

(Next chapter papke acha response pe hi depand karta hai.......)

MaNna~SS~Devil's Bride (Completed) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें