Chapter 71

2.7K 152 54
                                    

Part...........

Abhi....... Nandu tumne isse shaadi kab ki or iske bare mein mujhko kyun nahi kuch bataya......

Nandini...... Tum the kahaan sab kuch itna jaldi hua ki batane ka mauka hi nahi mila.......

Abhi....... Manik..tum nandini se pehli baar kahaan mile the...... Mujhe batao apni love story ke bare mein......

Nandini..... Abhi yeh shaadi manik or meri marji se nahi hui thi......

Manik nandini ek dusre ko dekhne lagte hai.........

Abhi...... Kya..... Pr kyun tu to kehti thi ki to love marriage karegi.......

Nandini..... Jaruri nahi abhi sab kuch waisa hi ho jaisa humne socha tha..........

Manik think in mind........ Nandini thik keh rahi hai agar us time mein nandini se pyaar nahi karta tha...... To nandini bhi to nahi karti thi........... Pr nandini ne yeh relationship achi chalane ke liye kitna kuch kiya or maine........ Usko har baar hurt kiya tha........

Abhi..... Iska matlab tum abhi bhi manik ko pyaar nahi karti ho....... 🙄🙄🙄🙄

Nandini. ....abhi maine aisa kab kaha.........

And manik nandini ko dekhne lagta hai..........

Manik think in mind....... Nandini.... Mujhse abhi bhi pyaar karti hai..... Mujhe bhi nandini se apne dil ki baat keh deni chahiye......... Kyun kal ko lekar apna aaj hum kharab kr rahr hai.......... Mujhe bas yeh pata hai mein nandini ke bina nahi reh sakta hoon......usko mein kabhi khona nahi chahta hoon......

Nandini tum abhi ke saath baitho mein abhi ata hoon.......

And manik wahaan ae chala jata hai........

Nandini...... Yeh manik kahan gye hai.... Ab kya yaad aa gya manik ko......

Abhi....... Tumhara pati hai tumko pata hoga..... 😆😆😆😆shaadi mujhse poch kr ki thi kya..... Jo ab yeh poch rahi ho...... 😆😆😆😆😆

Nandini...... 🙄🙄🙄🙄🙄chup karo....... Mile nahi ki apni asli pehchaan batane lagte ho...... Duffer..... 😠😠😠😠mujhe to ek se ek cartoon diye hai bhagwaan ne........

Abhi...... Cartoon ko cartoon hi milte hai duffer...... 😂😂😂😂😂😂😂

Scene change

Manik....... Maneger jaisa maine bataya hai waisa hi aap sari preparation kr dena okkkk or mujhe yeh aaj shaam tak chahiye hai...... Okk....

Maneger....... Okkk sir.......

And tabhi manik ko office se call aati hai.......

Manik....... Nandini..... Mujhe kuch kaam se office jana hai mein shaam tak hi aa paonga..... Or tum plzzzz lunch kr lena....... Abhi plzzz nandini ke  saath hi rehna......... Wo yahaan kisi ko janti nahi hai..........

Abhi...... Okkkk manik.... Tum jaao........

And manik wahaan se chaal jata hai...........

Manik...... Kal mein nandini ki sari shikayat dur kar dunga........ Kal ke baad hum kabhi alag nahi honge........😊😊😊😊😊bas ab kal ka intzaar nahi ho raha hai........ Or yeh office mein bhi aaj hi kaam niklna tha....... 😏😏😏😏😏😏

Scene change .........

Nandini...... Abhi agar tum jana hai to tum jaao....... Mein thik hoon yahaan........

Abhi...... Nahi mein tumko chodkar nahi jane wala hoon samjhi tum........ Aisa karo tum mere saath chalo....... Maine manik ko apna address Send kr diya hai to jab wo free hoga wahaan aa jayega...... Okkkk

MaNna~SS~Devil's Bride (Completed) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें