Recap...............💞 MaNan fight........💞 Nandini mukti conversation ........💞 mukti ka Nandini ko office join karne ka idea Dena........💞 MaNan ka morning mein ek saath hona..........💞
Part.....................
Nandini- manik ji chodiye mujhe............😕😕😕
Manik- Kya hua Hai...... morning mein uth ke Kya dekh liye Hai ab tumne.......😊😊😊........
Nandini- hum dono ko saath mein........😡😡😡aap kuch kehte to ho nahi phir mere kareeb humesha kyun aate rehte ho.......😡😡😡bolo......
manik- what...........
Nandini-hum dono ek saath..........😓😓😓😓😓Kaise aaye manik ji.............
manik-raat ko to tum mujhe jaane hi nhai de rahi thi to ab kya hua...............😘😘😘😘😘
Nandini in mind- Aayiappa kaheen humne sote time manik ko wo sab to nahi bol diya.............😱😱😱😱
Nandini- humne nahi jaane Diya......... matlab Kya Hai....apka.........😏😏😏😏😏
manik- yahi ki tum..........mere bare mein Kya Kya sochti ho..........
Nandini in mind- Aayiappa aise Kaise ho sakta Hai.......kaheen manik ji mujhe pareshaan to nahi kar rahe Hai........lagte to nahi Hai aise........par kisi ko Kya pata ki yeh Kaise Hai ..........mere saath to romance karne ka koi mauka nahi chodte Hai..........😏😏😏😏abhi ruko mein bhi bataati Hoon..................
manik-Kya Hai darling..........
Nandini- kuch nahi Jaanu .......wo Kya Hai na.......aaj Bahar jaane ka man nahi Kar raha Hai.......😘😘😘😘😘😘Chalo ab mujhe Meri morning sweet do na sweetheart...😘😘😘😘😘.......
manik-😱😱😱isko Kya hua.....yeb baat baat pe itni romantic kyun ho jaati Hai....kaheen Mera hi plan isne mujhpe hi to nahi chal Diya ..........😧😧😧😧
Nandini-Kya hua Jaanu........aap aise kyun dekh rahe ho........😘😘😘😘
manik- Nandini tum kiss ki baat Kar rahi ho........😧😧😧😧
Nandini- hmm mein kiss ki hi baat Kar rahi Hoon........😘😘😘😘manik- I mein tum kis ki baat ka rahi ho.......na ki kiss......kaha meine ...........😧😧😧😧
Nandini- to Kya hua mein karoon yaa aap Karo baat to ek hi Hai....na Jaanu...............😘😘😘😘😘
Manik- matlab........😧😧😧😧
Nandini- ab jab Kal raat ko Humare bech sab ho gaya to kya sharmana.....😘😘😘😘
manik- hmm..........wo meine yeh keh raha Tha.....ki😧😧😧😧
Nandini- par aap bahut gande ho.........😏😏😏aapne mujhse abhi Tak I love you so much nahi bola.....😘😘😘😘😘😘
and Nandini manik ke kareeb jaane lagti Hai...........
Manik in mind-kaheen yeh Kal ki tarhaan kiss karne ka to nahi soch rahi Hai ...........
and Nandini manik ek dusre se kuch hi dur hote Hai..........
manik- Nandini tum jaisa soch rahi ho aisa kuch bhi nahi hua.........😧😧😧
wo to mein bas mazak Kar raha tha......😅😅😅😅 Sorry yaar ............
Nandini- ab kya hua manik ji abhi to aap bahut baatein kar rahe the.......ab boliye na Jo kehna Hai......mein Hoon na......😘😘😘😘😘😘waise Kal ka mujhe kuch yaad nahi Hai......I can't remember.....aap kab itne kareeb aaye.......😅😅😅😅😅😅kab mujhe hug kiya........😍😍😍kuch Bhi yaad nahi Hai........Chalo na phir se karte Haimanik-Kal aisa kuch bhi nahi hua yaar........wo to have Meri aankhon khuli to tum wahaan so rahi thi......and tum theek se nahi leti thi😒😒😒😒.......tabhi meine tumko wahaan se utha ke bed pe lite diay Tha.........and jab jaa raha Tha tab tumne Mera haath Pakad liya aur mujhe jaane nahi diya😒😒😒.......tabhi mein😒😒.......tumhrae paas baith gaya tha. ..........par pata nahi kab Meri aankh lag gayi thi..........pata hi nahi chala.........😒😒😒😒😒Aur tum pata nahi Kya Kya soch rahi ho.............😐😐😐😐😐
Nandini- pata Hai mujhe ki Kal aisa kuch nahi hua.......😂😂😂mein to bas aapke muh se Sunna chahti thi bas..............😂😂😂😂acha ab aap jaao Bahar aaj rakhi Hai to meine aapki tarf se Mukti ke liye gift mangaya Tha......to aap Dekho lo jaake.....ki aa Gaya...yaa nahi ......😊😊😊😊
manik- Meri tarf se tumne gift mangaya.....Hai......😐😐😐😐
Nandini- hmm wo aap Kal bzy the to meine socha ki........mein hi manga loon........😊😊😊😊😊
ab aap jaldi jaao warna mukti ko wo mill jayega...........😊😊😊😊
and manik Bahar Chala jata Hai...........
scene change at hall.............
Mukti- are Bhai aap it I jaldi uth Gaye.........😊😊😊Kya baat Hai ........
manik- chup kar bahut muh Chalta Hai.........😏😏😏😏
and tab tak nyonika a jaati Hai...........
nyonika-Kya baatein ho rahi Hai..........😊😊😊
Mukti- mom kuch nahi bas Bhai se baat Kar rahi thi😂😂😂😂😂
and tabhi Nandini aa jati Hai............
Nandini- good morning mom😘😘😘
nyonika- good morning mera bacha......😘😘😘😘
Mukti- good morning bhabhi 😘😘😘
Nandini - good morning Mukti 😘😘😘😘
nyonika- beta rakhi ki sab tayeyaari ho gayi Hai.........navya aur Cabir bhi aate hi honge..........😊😊😊
Nandini- hmm mom sab ho gaya.........😊😊😊
Mukti- Bhai dekho aaj Bhai kitni hot lag rahi Hai..........😂😂😂😂Zara ek hot wala compliment do na bhabhi ko😂😂😂
Manik- chup kar😠😠😠😠😠
Nandini- Kya hua Mukti .......Kya baatein ho rahi Hai. .........😄😄😄😄
Mukti- Bhai bhabhi ko bata Doon.........😜😜😜😜
manik-kuch nahi Hai.......mom mein ready hone ja raha Hoon.......😠😠😠aur mom aap iss Mukti ko samjha lo warna chodnga nahi mein isko........😠😠😠😠😠and manik room mein Chala jata Hai..........
Nandini- yeh manik ko Kya hua😳😳😳😳yeh aise kyun chale Gaye..........
Mukti- wo meine Bhai seekaha ki wo aapko ek hot wala compliment de to gussa hoke chale Gaye........😂😂😂😂😂
Nyonika-tu aaj Kal bhaut saitaan ho gayi Hai.......😕😕bhaga Diya mere better ko.......
Mukti- mom meine kuch nahi kiya Jo bhi Kiya bhabhi ne Kiya.......😜😜😜😜
Nandini- areeeea meine Kya Kiya Hai..........😳😳😳😳
Nyonika-nandini to abhi aayi Hai.....to usne Kya Kiya Hai...........😕😕😕
Mukti- ab bhabhi aise aayengi to Bhai ka face dekh ke koi bhi jnko pareshan karega......😜😜......😜😜😜aap Bhabhi ko samjhao.........
Manik- Nandiniiiiiiiii yahaan aao mujhe kuch kaam Hai............
Mukti- lo aagyi Bhai ko bhabhi ki yaad........😜😜😜jaao bhabhi aapko Bhai bula rahe Hai....... 😂😂😂😂
And nandini manik ke pass jaati Hai................
( Sorry yaar aaj thoda chota sa part Hai........time nahi mila mujhe next long dongi pakka.......😊😊😊😊ab ache ache comment karna Warna next nahi dongi pakka.........😂😂)