PART 3

2.3K 145 15
                                    

Thank you to all of you who have accepted a crazy Rikara fangirl as me and my stories about them... I am really happy to the core guys because my favourite people which is the Rikara fandom has accepted my stories... So Rikaraland ke mere pyare chiraiyas and chirotas this is the next part of this story...

---------------------------------------------------------

"O ruko Omkara stopped hearing a voice, just infront of the first entrance gate of the Shivika masion. "Akele kaha jaa rahe ho yaar, aapki biwi hai toh meri bhabhi bhi toh hain. Eise akele akele jaoge toh bhabhi sochegi ki kya nakara devar hai, apne bade bhaiyya ka support bhi nahi kar paya he tried to lighten up the atmosphere. "Rudra, this is not the time to be funny. Gauri mera intezzar lar rahi hogi. Pata nahi kis halat min hogi. Richa ne bola hai ki kaali Thakur nei dhamki di hai unko.  Mujhe wahan jaldi se jaldi pahuchna hoga. He said worriedly.

"Uss kaali Thakur kit oh eise ki taisi. Usko toh ek jhaap mein deewar se sata dunga main. Aakhir apni chulbul bhabhi ka eklauta dewar hoon Rudra replied. "Nahi Rudra, tum waha nahi jaoge Shivaay said coming towards them. "Main jaa raha hun Rudra aapni biwi ko bachane Omkara said looking at Shivaay. "Ruko O, aap akele nahi jaoge bola naa maine Rudra replied. "Par tu nahi jaega Rudy, mine bhi bol diya Shivaay made himdelf clear. "Aapse kisine pucha? Mr Shivaay Singh Oberoi Shivaay was stunned as Rudra Turned towards him.

"Bhabhi yahan aap logon ko support karne aayi thi... yeh soch ke aayi thi ki yeh bhi unki hi family hai. Unho ne socha ki aap aur aapki biwi unke hi bhaiya aur bhabhi hain... aur aap logon ne kya kiya. Yeh pata hote hue bhi ki unko paint se allergy hai aap logon nei yeh ghar paint karwaya. Unki aadat hai roz subah uth ke puja karna lekin maine yahan koi ghanti nahi dekhi... iska matlab voh puja bhi nahi kar pati hongi haina he asked for answers. "Par Rudra yeh ghar chota hai, yahan disturbance hoti hai neend mein Annika replied trying to save Shivaay.

"I can't believe this, Gauri ko allergy hai yeh baat toh aapko pata thi naa bhabhi. Phir bhi aapne Ghar mein paint karwaya? Omkara too questioned them. "Itna hi nahi O, bhaiya iss ghar mein kitne kamre hain he turned to Shivaay. "Ek kamra hai he said shrugging. "Aur voh kiska hai he again asked. "Humara both said in chorus. "Toh socho O, bhabhi kaha soti hongi he turned towards Omkara. "Neeche, couch pe he thought. "Par neeche toh thand hoti hogi. Yahaan ka temperature... yeh winters hai he said. "Exactly... this is the point Rudra said.

"Sach Shivaay, Rudra sach bol raha hai he was still not ready to believe that Shivaay, his brother did this. Wasn't he the one who encouraged Omkara to get Gauri back... Was he the same Shivaay who made Gauri his sister? And what he got was no answers. "Shivaay, I don't believe this. Kuch toh baat hai yaar. Tu eisa toh nahi tha. Kya ho gaya hai tujhe he asked for answers, but got nothing. "O, yeh sab chodo. Bhabhi ko bachana hai, bhul gaye kya Rudra said bringing Omkara out of shock.

"Om, Rudra, listen to me. Mat jaao Bareilly, that place is dangerous Shivaay said. "Really Shivaay, vahan meri Gauri pata nahi kis halat mein hogi aur tu bol raha hai mai vahan naa jaun. Soch agar yehi bhabhi ke saath hua hota toh. Soch agar jo kuch bhi Gauri ke saath hua gahr chodne ke baad agar vaisa kuch Annika bhabhi ke saath hua hota toh Omkara said.

"Omkara Shivaay shouted. "Soch ke hi rooh kaap gayi naa Shivaay ... Gauri ke saath toh yeh sab hua hai... tum logon ne kiya hai. Tum dono nei kiya hai Shivaay. Agar meri Gauri ko kuch bhi hua naa Shivaay toh main iss pure Oberoi khandaan mein se kisi ko kabhi maaf nahi karunga saying this he moved out of the house. "Agar bhabhi ko karoch bhi aayi naa bhaiya toh aap bhul jaana ki aapka ek chota bhai bhi hai Rudra joined Om.

"Humari chiraiya kaha hai a haunted voice echoed in Gauri's house. "Kya chahiye aapko Thakur sahib Richa stood infront of him. "Aae, ladki hatja humare raste se, hum apni chiraiya ko apne saath le jaane aaye hain he said moving Richa aside. "Gauri ab shaadi shuda hai Thakur sahib, aur uska pati use bahut pyaar karta hai she said stopping him. "Pyaar karta hoga par uss pyaar se pehle humne use khreed liya hai samjhi. Uss chiraiya ko jaana toh humare saath hi padega he said holding her aside.

He moved in the hall, trying to find Gauri. Gauri was hiding herself behind the dinning table, but unfortunately a glass fell on the floor because she was trembling inside. "Yeh rahi humari chiraiya Kaali said removing the cover on the table. "Bach ke kahan jaogi. Kaha tak chupegi chiraiya, aana toh tujhe yehi hai, humare paas he said smirking. "Chod de hume kaali, varna hum... She shouted. "Hum kya... kya kar legi tu huh... Ab toh voh sehri babu bhi nahi hai tujhe bachane ke liye... Ab kaha jaegi humse bachke he holded her.

He started dragging her outside the house, mercilessly. She tried to pull herself back but could not... And he dragged her... And all she could do was pray that her Omkaraji could reach her...

Chah Ke Bhi Naa Kuchh Kah Saku Tujhse Main
Chah Ke Bhi Naa Kuchh Kah Saku Tujhse Main
Dard Kaise Karu Main Bayaan
Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan

---------------------------------------------------------------------------------------------------------

I am really sorry for a short part... Do tell me your views

MAIN YAHAN TU WAHAN: A RIKARA STORY [Completed]Where stories live. Discover now