past in front of manan.

3.7K 303 21
                                        

Phir abhi aajata hai aur.

Abhi _ maa sorry iss bar rok nahi paonga main aaj hi nikalna hoga mughe mukti Paking kar li na.

Mukti _ Ji.

Abbi _ that's great to bas evening main nikalna hoga Hume morning main mughe nikalna hoga meating ke liye bangalore.

Manik pov chalo ye bhi jaa rahe hai ab aaram se time spend karonga nahi to mom ladle damad ke liye din bhar nandani ko kitchen main hi rakhti now my shy wife is free thanku so much god pov end.

Nandani manik ke face par khelti smile se kuchh kuchh samgh rahi thi par kuchh kehti rahi hai .

Maa _ chalo jaise tumhari khushi phir kabhi aajana mukti ke sath.

Abji _ Ji maa jaror mukti mairi angel kaha hai bhsi.

Mukti _so rahi hai abhi woh.

Abhi _ oh chalo phir room main hi jakar thoda rest karta hon aur bhabhi khana bahut yummy sa hai I loved it. Mukti ko bhi sikha de thoda sa smile karke bolta hai aur.

Nandani _ kyu sab aata hai hamari mukti di ko aise na bole abhi jiju.

Mukti ye sunkar khush hokar nandani ko dekhti hai aur.

Abhi _ ok ok aata hai bhai sab aata hai bas chalo bhai mukti room main chalo apni princes ko bhi dekho kab se nahi dekha osko.

Mukti _ hmm chalo.

Manik _ main aata hon maa kuchh kaam karke.

Maa _ mukti jayegi osse pehle aajana ok.

Manik _ Ji maa.

Manik nandani ko a mile pass karta nikal jata hai aur nandani kitchen ka kaam niptane lagti hai phir maa ke room main hi aaram karne late jati hai aur.

Manik ke aane ke baad mukti abhi ke sath aone susral ke liye nikal jati hai par jate jate no kuchh kehti hai ear main jisko sunkar nandani blush karne lagti hai aur manik ye dekh leta hai par kuchh kehta nahi hai.

At night Manan room.

Manik bed par leta nandani ka wait kar raha hota hai aur oska koi irada nshi hota room main aane ka.

Manik pov kaha reh gayi ye ab tak nahi aayi kab se wait kar raha ho main tab hi gate lock karke nandani room main aati hai aur.

Manik _ kya yar kaha thi kab se wait kar raha ho tumhara ye wawt hsi aane ka dekho kya time hogaya hai.

Nandani _ han to kya hua maa ke pairo main dard tha masage kar rahi thi main ab relx hua hai to aagayi aap kyu jate so jate na normal way main bolti washroom main jakar night dress change karke bahar aati hai aur bed par beth jati hai.

Manik _ jyada problem ho rahi hai to kal dr ke pass lekar jaaon maa ko.

Nandani _ nahi abhi thik hai don't worry about it masage se aaram hsi onhe aap pareshan na ho.

Manik _ thanku so much nandani.

Nandani _ kisliye.

Manik _ mom ki itni care karne ke liye.

Nandani _😐plese manik thanks keh kar mughe sharminda na kare woh aapki hi nahi mairi bhi maa hai samghe aap so don't say again thanks got it.

Manik _ ok madam galti hogayi ab itni dor kyu bethi ho yar.

Nandani _ han to kya karo pass aakar main smirk karte hue bolti hai.

Manik kuchh nahi kehta hath pakd kar pull karta hai aur nandani oske chest par aakar lay down hoti hai aur.

main tere sang hon piya. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें