Again my story but edit by sangeeta because mature stuff not cup of my tea so ab pora main kar rahi ho I hope you like it.
Nandani kitchen main kaam kar rahi hoti hai tab hi manik aata hai nandani ose fully ignore karke kaam main lagi hoti hai aur.
Manik _ gussa ho mugh se.
Nandani _ nahi aisa kyu laga aapko main kaam kar rahi ho ab harwaqt to aapke aage pichhe ghum ne se rahi main rudly bol kar phir se kam karne lagti hai aur.
Manik _ kaam karke ready ho jana.
Nandani _ kyu.
Manik _ hume ek party main jana hai isliye achhe se ready hona woh red saree wear karna jo main lekar aaya tha tumhare liye.
Nandani _ kyu kya koi shadi hai.
Manik _ han aisa hi samgh lo.
nandani _ kab jana hai bata de.
Manik _ 8 pm.
Nandani _ Ji thik hai.
Manik _ soha thik hai na khana khaya osne.
Nandani _ mughe nahi pata kha liya hoga pochh le jakar ke hath saf karke kitchen se nikal jati hai aur.
Manik pov aww my jeluse wife kitna jalti hai soha ke name sunte hi par
Rat ko jo hoga ose dekh kar mairi jaan surprise ho jayegi aaj. Tab hi soha aati hai.
Soha _ manik woh market se ye kuchh chije laani thi laa doge kya.
Manik _ han laao do jane lagta hai aur nandani samne khadi ye dekh kar gusse main waha se chali jati hai aur manik smile karta nikal jata hai aur soha evil smile liye room main jakar beth jati hai aur soha ki mom aalia navya ke sath bethi hoti hai aur.
Soha mom_ soha woh harsh ad ka call aaya kya.
Soha _ plese mom name mat lo oska maire samne sar main dard hone lagta hai name sunkar hi maira sone de mughe.
Soha mom _ woh pati hai tumhara. Koi mazak nahi hai samghi tum.
Soha _ han to kya sar par rakh kar nacho osko main pati hai to mughe nahi rehna ab oske sath.
Soha mom _ kya bakwas kar rahi ho soha ayan ka kya hoga.
Soha _ hai na oska bap dekh lega ose. Ab sone do mughe chakkar aarahe hai mughe.
Soha _ beta bar bar chakkar ka kya matlab kahi phir se pregnent to nahi ho na tum.
Soha _ mom pregnent.
Soha mome_ han beta ek bar kit mangwa kar chack karle aur chali jaa harsh ad ke pass yahan to jo souch rahi hai we sa nahi hoga manik ko kho chuki hai tu kismat main harsh ad tha tere manik nahi jo tumhe mil gaya ab kyu aayi hai yahan par kuchh nahi hoga woh nandani se bahut pyar karta hai.
Soha _ but mughe lagta hai woh aaj bhi mugh se pyar karta hai maa dekha nahi kitni care karta hai mairi woh aaj bhi kaise pareshan hogaya tha maire be hosh hone par.
Soha _ insaniyat thi isliye nahi woh tumhe ghar se bahar nikal sakta hai jo tumne aur tumhare chakkar main humne oske aur oski family ke sath jo bhi kiya tha ose dekhte hue to woh hum sab ko ek pal main iss ghar nikal sakta hai.
Soha _ par osne nikal a to nahi na maa reh rahi ho na yahan par aap.
Soha mom _ kab tak ek din to jana hi padega na waps.
Soha _ kya jarorat hai aunty se bolo aalia navya ko shadi apne dono beto se karwa de main harsh ad se divorse lekar manik se shadi kar longi bachpan ka pyar ho oska kab tak mugh se dor rahega woh. Dekh lena waps lout aayega aur chhod dega nandani ko.
Soha mom_ aisa kabhi nahi hoga beta kyu sapna dekh rahi ho.
Soha _ sach bhi kar longi main iss sapne ko aap dekhti jaao bas.
Aur gate ke bahar khadi nandani ye sab sunkar shoked reh jati hai aur sidha apne room main jakar bed par beth jati hai aur.
Nandani pov oh God ye sab kya horaha hai soha kusirade se yahan aayi hai main manik ko bataongi to woh manega nahi mairi baat maa ko batya to BP high hoga onka oh God help me pov end .
Next part sangeeta ka hai par oske edit karna padega mughe oske liye time nahi hai abhi school work hota hai maira bhi to woh ab bad main post karongi ok.
आप पढ़ रहे हैं
main tere sang hon piya.
Fiksyen Peminatshort story about Manan I hope you like it simpel sweet story by shazia khan.
