helpless nandani.

3.3K 294 17
                                        


Samne papa manik ki kisi baat par jor jor se hans rahe the aur maa bhi on dono ka sath derahi thi.

Nandani pov papa aaj kitne dino ke baad iss tarha khol kar hanse hai dr ne kitna kaha tha ki papa hanse nge to stress free honge to onki tabiyat thik hogi hart thik se work karne lagega aur aaj iss khados ki wajha se papa kitna hans rahe hai ab kaise papa ko sab kuchh batao papa ki tabiyat kharab hogayi to pov end.

Nandani onse dor khadi dekhti rehti hai aur nandani ke papa ose khada dekh kar.
Nandani papa _ nandani my baby come come waha kyu khadi ho bachcha yahan aao dekho aaj manik kaise joke crack kar raha hai hans hans kar pet main dard hogaya hai maira sach aaj manik ne mughe bahut hans a diya.

Nandani chup chap apne papa ke pass aakar beth jati hai aur gusse main manik ko dekhti hai aur.

Nandani mom _ab chalo dinner ready hai phir tum dono ko nikalna bhi hoga.

Nandani _ no mom main abhi nahi jaa rahi ho.

Manik ye sunkar shoked reh jata hai aur nandani ko dekhta hai jo aaram se apne papa ko side hug kiye bethi hoti hai .

Nandani mom _ no beta damad ji lene aaye hai itne man se tumhe lene ke liye to onhe aise waps bhej na achha nahi hota hai.

Nandani _ but maa papa ki tabiyat.

Nandani papa _ baby I am fine fit ho bilkul main dekho phir waps aajana bachcha abhi manik ke sath jao aaram se ok oske forhead par kiss karte hue khade hote hai aur phir sab ek sath dinner karte hai aur.

Nandani mom _ nandani jao bachcha apna bag lekar aao bahut late ho jaogi jane main phir aur late night aana jana aaj kal safe nahi hai ok.

Nandani kuchh nahi bolti aur manik ko dekhti hai jo smirk karte hue nandani ko dekhta hai aur nandani ose dekh kar gusse main apne room main jakar Paking karne lagti hai aur mon pholaye niche aakar khadi ho jati hai aur.

Nandani papa_ gussa ho mamma papa se beta.

Nandani _ no papa side hug karke maa se milti hai aur.

Nandani _ chaliye late horahe hai hum aur gate se bahar aakar gadi main beth jati hai aur manik blesing lekar bag back seat par rakh kar gadi bahar nikal le jata hai aur.

Nandani papa _ kya jarorat thi ose jabardasti bhej ne ki dekho kitna gussa hokar gayi hai.

Nandani maa _ pata hai mughe par woh yahan manik se naraj hokar aayi thi nyunika ji ne sab bata diya tha mughe aur aaj bhi call aagaya tha onka ki manik nandani ko lene aaraha hai apni galti realise karke to nandani ko bhej do manik ke sath nahi to dono ke bich aur do riya aajayegi issliye mughe bhej na pada nahi aap se jyada pyari hai mughe woh par aise oski galti ko badh a nahi sakti thi main oska ghar basana hai Hume tod na nahi hai issliye na chahte hue bhi ose manik ke sath bhej na pada janti ho naraj hokar gayi hai humse par kuchh Dino main thik ho jayegi don't worry chaliye aaram kare ab medisen lekar ke.

On tha way 

Dono chup chap bethe hote hai jab achanak nandani ki najar dash bored par rakhe gajro par jate hai aur manik ye dekh leta hai aur.

Manik _ tumhare liye hsi take it.

Nandani kuchh nahi bolti aur window se bahar dekhne lagti hai aur manik oska aisa bihave dekh kar thoda hurt fill karta hai aur driving ko speed taj karta hai aur nandani thoda dar kar manik ka shoulder hold   kar leti hai aur.

Nandani _ speed slow kare plese mughe dar lagta hai fast speed se. But manik oski ek nahi sunta hai aur speed tej hi rakhta hai aur achanak samne se aati bas ko dekh kar nandani ki cheekh nikal jati hai aur.

main tere sang hon piya. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें