Nandani mom _ kya hua hai nandani ko hum aaye to pata chala woh hospital main hai oska baby to thik hai na oska call aaya tha Hume bahut khush thi woh. Gate se ander aakar couch par beth jate hai aur mukti Mrs malhotra aalia navya onhe achanak samne dekh kar shoked reh jate hai ki ye kaise aagaye achanak se ab kya bole onhe.
Nandani father _ behanji kya hua hai nandani hospital kyu hai bahar gate keeper ne batya par kyu hai ye nahi batya.
Mukti _ uncel woh bhabhi hospital isliye hai ki onka baby abort hogaya hai.
Nandani mom _ what abort hogaya par kaise kya hua tha rote hue bolti hai aur.
Mrs malhotra _ Mrs murthy plese calm down aap rona band kare aap bhi roye ngi to nandani ko koun sambhale ga.
Nandani mom _ par mairi beti to bilkul thik na phir achanak ye sab kaise hua.
Mukti _ bas aunty waqt aur halat kharab the hamare jo ye sab hua.
Nandani father. _ kya matlab hai aapka . beta.
Mukti _ uncel main aapko sari baat batati ho phir aap ko sab samgh main aajayega.
Flashback.
Manik ko gaye one week hojate hai aur nandani restless si kabhi idhar kabhi idhar ghar main ghum ti rehti hai chain tab aata hai ose jab manik se baat karleti hai aur phir achanak ek din behosh ho kar hall main gir jati hai aur Dr ye khush khabar suna ta hai ko woh pregnent hai aur ye khabar sunkar sab bahut khush hote hai aur.
Mrs malhotra _ oh bhgvan Ji aapka lakh lakh shukriya aapne itni badi khush khabar sunayi hume mukti de phone abhi manik ko batati sunte hi bhagta hua aayega dekhna aur tab hi.
Nandani _ nahi maa onhe ye news main yahan aane ke baad aapne samne dena chahti phone par nahi plese maa.
Mukti _ oh ho bhabhi surprise dena chahti hai bhabhi ko bada wala kyu.
Nandani ye sunkar Headown kar leti hai blush karte hue.
Mrs malhotra _hai mairi bahu dekh kitni sohni lag rahi hai blush karte hue chal thik hai khud bata dena ose jab waps aaye tab pat ab idhar odhar oper niche ghumna band aaram karo abhi mukti hai dekh legi woh iska beta bhi abhi bap ke sath wahi par hai.
Tab hi soha ki mummy aati hai aur.
Soha ki maa _ are hum bhi to hai behan ji kyu fikar karti hai bahu bas ab aaram kare.
Navya _ Ji aunty hum sab nandani bhabhi ka khub khayal rakhenge tab hi cabir dhurav bhi aajate hai aur ye khabar sunkar ki woh chacha banne wale hai onki khushi ka koi thi kana nahi hota hai aur pore ghar main khushi ki lekar dod jati hai aur nandani blush kiye bethi hoti hai
Phir manik ka aana postpone hota hai aur achanak soha ki mummy ko head ach hota hai bahut panic aur woh behosh hojati hai aur examin karne par jo baat samne aati hai woh sab ko shoked kardeti hai ki soha ki mummy ko last stage ka brain tumer hogaya tha aur woh kabhi bhi iss duniya se vida le sakti thi ye sunkar aalia aur navya ro ro ka bora hal karleti hai aur nandani mukti onhe sambhalti hai phir rat ko phir se wahi panic attack aata hai aur.
Soha mom _ manik ki maa main janti ho maine tumhare sath aur tumhare bete ke sath bahut bora kiya tha jiski koi mafi nahi hai phir tumne hume apne ghar main rehne ko jagha di ye tumhara ehsan tha hum par. Rone lagti hai aur
Manik mom _ are nahi aisa kuchh nahi hai insan se galti hojati hai main woh sab bate bhol gayi ho tum rona band karo aur so jao.
Soha mom _ nahi mughe nind nahi aati hai aaj kal indono ka souch karke maire baad aalia navya ka kya hoga koun inka Sahara banega mairi dono bachchi ya kitni bholi hai kaise rahegi akeli iss duniya main.
Tab hi nandani aati hai aur ye sab sun leti hai aur.
Nandani _ aunty sab thik hoga aapko kuchh nahi hoga abhi aap so jaye plese.
Soha mom _ nahi maira dil betha jaa raha hai maire pass waqt bahut kam hai manik ki maa ek ehsan aur karde mairi dono bachchi yon ko apni bahu bana le main chain se Mar sakongi.
Ye sunkar manik ki maa shoked hoti hai aur.
Nandani _ thik hai aunty hum bahut jaldi ye nek kaam karenge aap abhi so jaye.
Soha mom _ tum sach bol rahi ho nandani khush hokar bolti hai aur.
Nandani _ han bilkul Sach chaliye so jaye ab aaram se subha baat karte hai thik hai na.
Phir jab nandani Mrs malhotra aur mukti ke sath room se bahar aakar apne room main jane lagti hai aur.
Mrs malhotra _ bahu maire room main aao jara.
Nandani onke sath jati hai aur.
Nandani _ Ji maa boliye.
Manik mom _ ye kya bol kar aayi ho tum abhi soha ki maa ke samne ki tum cabir dhurav ki shadi aalia navya se karwa dogi dimag kharab hai beta tumhara manik iske liye kabhi tayyar nahi hoga main aisa nahi hone dongi aisa hua to tum dono ka rishta kharab hoga ye tumne hi kaha tha manik bahut gusa hogaye the sunkar ke phir kyu kaha tumne aisa bolo.
Nandani _ are maa inhe relx karna jarori tha isliye kaha so gayi na aaram se subha onhe samgha denge hum ki abhi ye nahi hosakta hai manik ke ghar aane ke baad hi ye hoga abhi nahi simpel ab so jaye aap fikar na kare sab thik hoga.
Mukti _ bhabhi phir bhi aapko ye sab nahi kehna chahiye tha bhai volcano ki tarha fat jayenge agar aisa kuchh hua to.
Nandani _ are main pagal ho kya jo aisa kuchh karongi mukti tum so jao aaram se main bhi jati ho.
Par hum jo souchte hai wesa nahi hota hai. Aur halat aise hojate hai ki aunty ko phir se panic attack aata hai aur a aunty ki wish pori karne ke liye aalia dhurav aur cabir navya ki shadi karwane ke liye nandani ready hojati hai Mrs malhotra ke mana karne ke baad bhi aur chup ke se dono ki shadi ki picture riddhi apne wats up status par dal deti hai aur osi rat manik galti se wats up khol kar woh picture dekh leta hai aur nandani ko call karta hai aur Jahan gusse main manik jo bolta hai oski wajga se nandani ka miscarege ho jata hai.
Mrs murthy _ manik ko souchna chahiye tha aise woh kaise mairi beti ko kuchh bhi bol sakta hai.
Mr murthy _ galti nandani ki bhi hai osne kyu ye fesla liya apni marji se.
Mrs murthy _ woh to kisi ki jaan bachane ke liye liya tha osne fesla.
Mr murthy _ par woh to ab bhi zinda sahi salamt hai na kuchh nahi hua onhe nandani ko jald baji main ye fesla lene ki kya jarorat thi jab manik mana kar chuka tha iss rishte ke liye to aur baby ka manik ko kaha pata tha aapki beti ne ose batane kab diya tha isliye galti nandani ki bhi sari manik ki nahi tumhari beti ki jo aadat hai na jald baji main fesle lene ki ye sab oska natija hai dekh lo kya se kya hogaya hai tusro ka ghar batane ke chakkar main khud ka ghar ojad ne ki tayyari karli osne isliye ab oske pass jakar pyari maa ke awtar main aakar manik ko galt aur osko sahi mat bata ne lagna nahi to sach main dono ka ghar tot jayega.
Mrs murthy _ main pagal hon kya jo aisa karogi.
Mr murthy _ jald baji main tum khud bhi nandani ki maa ho bhagvan janta hon main isliye bol raha hon main aaram se baat karna osse aur jab mughe lagega mairi jarorat hai bolne ki tab tum chup rehna main bolonga samghi tum.
Mrs murthy chup rehti hai aur gate ke dosri tarf khadi soha evil smile liye khadi hoti hai.
आप पढ़ रहे हैं
main tere sang hon piya.
Fanficshort story about Manan I hope you like it simpel sweet story by shazia khan.
