full on romance between Manan.

3.2K 232 16
                                        

Nandani kitchen main breakfast ready karke room main lekar aati hai Jahan manik ready hota hai office jane ek liye.

Nandani _ ye le aapka breakfast ready hsi pati dev tabel par rakh kar oske pass jati hai aur oski tie ki knot thik karti hai aur.

Manik _ thanku yar bahut kaam hai office main aaj.
Nandani _- breakfast. Ka kya.

Manik _ tum khila do yar main ye fiel dekh leta hon.
Nandani _ main kaise.

Manik _ jaise khud khati ho wese yar kyu confuse horahi ho.

Nandani confuse si gate band karke manik ke pass aati hai aur.

Manik _ gate band kyu kiya hai yar hum make out nahi karne jaa rahe hai breakfast kar rahe hai wink karta hai aur nandani ye sunkar shoked hoti hai aur.

Nandani _ manik kya aap bhi kuchh bhi bol dete hai main aapko apne hatho se khana khilao ngi koi aajata to.

Manik _ aajata to aajata koi dar hai kya wife ho mairi kitni bholi ho yar har waqt norvouse hojati ho bold bano thoda kab tak innocent bani rahogi han.

Nandani _ thik hai aap chahte hai to ye bhi sahi abhi to breakfast kare aap.

Manik pov ye ise kya hua apne aap maan gayi bold wali baat strange pov end.

Nandani chup chap manik ke face par heran I dekh kar head down karke smile karne lagti hai aur phir manik fiel dekhta hai aur nandani ose just like a kid breakfast karwati hai.

Nandani _ ye le ab milk bhi pile.

Manik _ nahi maira hogaya yar bas.
Nandani _ thoda sa to pile janti ho lunch miss karenge aap kaam ke chakkar main isliye heavy bra fast bana diya maine aaj aapke liye.
Manik _ janta hon main kitna khayal hai tumhe maira ose hold karke apne ambress main lekar bade pyar se oske silky hair pichhe karta hai aur.

Nandani _ to nahi hona chahiye kya after all maire pyari pati jo hai.

Manik _ vest se hold karke apne aur qareeb karta hai aur aapka pyara pati ab office jaa raha hai to kuchh dogi nahi ose smirk karke bolta hai aur.

Nandani _ blush karte hue Headown karleti hai shy fill karte hue.

Manik _ phir sharma gayi yar tum to bold bano thoda sa.

Nandani _ nahi hota mugh se bold move kya karo main cute sa face bana kar bolti hai aur manik oski cuteness dekh kar fida ho jata hai oss par aur dhere se oske lips pack karke softly smoch karta hai aur kiss broke karke.

Manik _ half dose liya hai baki ka rat ko longa tayyar rehna my dear wife oska nose press karke bolta hai aur.

Nandani _ manik gusse main bolta hai aur.

Manik _ sorry sorry baba age badh kar nose tip ko kiss karta hai aur.

Manik _ ab thik hai na.

Nandani _ hmm bay jaldi aana.

Manik _ jaror mairi jaan .

Beg lekar nikal jata hai. Aur nandani blush karte hue mirror main khud ko dekhti hai aur.

Red cheek dekh rahi ho na wifey.
Nandani turn hokar dekhti hai aur samme manik smile liye khada hota hai aur.

Nandani _ aap waps aagaye kyu.

Manik gate lock karke kyunki jo Clint aane wala tha woh aaj nahi kal aayega to maine sab ki chhutti kardi hai smirk karke bolta hua bag tabel par rakhta hai aur tie ki knot khol kar bed par dalta hai aur nandani oska intention dekh kar shoked reh jati hai aur pichhe jati hai aur manik oske pass aur wall se bang karti hai aur manik dono hatho se cage bans kar.

main tere sang hon piya. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें