Next morning.
Jab nandani ki aankh kholti hai manik bed par nahi hota hai.
Nandani ye mugh se pehle kaise oth gaye aaj tab hi wall clock par najar jati hai aur.
Nandani _ oh shit 10 baj gaye msin itni der tak soti rahi oh God Brakfast bhi kiya hoga ya nahi onhone ya aise hi chale gaye honge mukti to khud late othti hai riddhi ko kuchh aata nahi hai aur mom chal nahi paati hai proper way main to kaise Brakfast kiya hoga manik ne aur mughe othaya kyu nahi aaj jaldi jaldi ready hokar niche jati hai to mukti kitchen main khadi milti hai.
Nandani _ sorry mukti di woh pata nahi kaise aankh hi nahi kholi mairi rat ko later sone ki wajha se.
Mukti _ are are it's ok bhabhi hota hai aise main to wait kar rahi thi kabhi aap bhi late oth kar aaye 15 dayes ke bad aaj aap late so kar othi hai matlab bhsi aur aap kya 15 dayes ka gape lekar wink karke chup ho jati hai aur nandani mukti ka matlab samgh kar pehle shoked hoti hai phir sharm se pani pani ho jati hai aur.
Nandani _nahi mukti di aisa nahi hai jaisa aap samgh rahi ho.
Mukti _ matlab aap dono daily karte hai hsi na to phir chhota sa baby kab aaraha hai ghar main.
Nandani pov lo gayi bhens pani main kiss to aaj tak kiya nahi ladle bhai ne aur ye madam baby tak chali gayi wah ri mairi kismat kaha fans gayi main bhai ko bivi se koi lena dena nahi woh roye ya han se aur yahan sister baby plane kar rahi hai dekho sapne kisne mana kiya hai mukti di pov end.
Nandani _ woh manik Brakfast kar ke gaye ya nahi.
Mukti _ sorry bhabhi mughe nahi pata msin jab kitchen main aayi mughe aisa nahi laga ki bhai kuchh kha kar gaye hai.
Nandani sunkar restless hoti hai aur. Nandani _ woh to cantina se bhi kuchh nahi khate hai subha hi karke jate hai achhe se Brakfast phir dinner hi karte hai aakar ke pora din kaise rahenge office main bhoke woh.
Are kaise jata bhoka oski maa hai na achhe se Brakfast karwa kar bheja hsi ose jyada pareshan mat ho bahu.
Nandani turn karke dekhti hai to gate msin stick ke share Mrs malhotra khadi hoti hai aur.
Nandani jaldi se onke pass jakar.
Nandani _maa aap yahan kya kar rahi ho chalo hall main
Aur first time nandani ke mon se aunty nahi maa sunkar Mrs malhotra ko behad khushi hoti hai aur.
Mrs malhotra _ kya kaha bahu tumne abhi mughe phir se kaho.
nandani _ woh maa aapko achha nahi laga.
Mrs malhotra _ are achha bahut achha laga mairi jaan kab se tars rahi thi ye word tumhare mon se sunne ke liye aaj laga mair ghar beti aayi hai bahu nahi ab se sirf maa bolao gi mughe aunty nahi samghi tum.
Nandani _ onhe hug kar leti hai aur
nandani _ ok maa hi bolao ngi aap ko ab khush.
Mrs malhotra _bahut khush bachcha.
Nandani _ to ab chale bahar yahan se aap sab bethe main sabke liye halwa bana kar lati hon mughe new maa mili hai to iss khushi main.
Mukti _ wow that's gret bhabhi jaldi lekar aao riddhi bhai ke liye rakh dena aur woh dono bhokkar abhi so rahe hai halwa bana hai pata chala tabel par najar aayenge dono to jara achhe se bana lena.
Nandani _ Ji mukti di befikar rahe aap.
Phir halwa ban kar ready hota hai aur cabir dhurav tabel par hote hai fresh fresh se.
Nandani _ good morning dhurav cabir.
Cabir dhurav _ good morning bhabhi aapki aankho ko kya hua hai red kyu ho rahi hai.
Nandani _ woh sar main dard horaha tha rat ko to bas issliye .
Mukti _ oh aap isliye late othi thi pass jakar bolti hai maine to kuchh hi bol gayi aapko sorry han.
Nandani _ it's ok di halwa khaye aap aur batya kaisa bana hai.
Sab ek sath _ bahut achha bhabhi.
आप पढ़ रहे हैं
main tere sang hon piya.
Фанфикшнshort story about Manan I hope you like it simpel sweet story by shazia khan.
