Chapter 12

1K 138 56
                                    

Now,

At Agarwal House,

Naina comes home and directly goes to her room. Naira notices her. Preeti too comes.

Naira: Preeti, Naina ko kya hua?

Preeti: Di voh...

She tells everything which has happened in College.

Preeti: Issiliye Upset hai voh. Aate vakt toh mujshe bhi baat nahi ki.

Naira: Hmm...Main baat karti hu usse.

Naira goes in room and saw Naina sitting on Bed. Deeply thinking something. Naira comes near her and sits beside Naina. Naina senses presence of Naira.

Naina: Di.

Naira: Naina, Aaj joh hua...

Naina: Preeti ne bataya na?

Naira: Haan. Par Naina kya Galat kiya unlogo ne. Naina tu Bhout acha Gaati hai, tujhe mein Talent hai aur tuze voh sabke saamne dikhane ka Mouka mil raha hai, Toh tu kyu darr rahi hai.

Naina: Par didi sab haste hai Mujhpe aur aaj bhi hase. Gaana gaane se pehle hi unhone yeh react kiya, gaana gaane ke baad toh kya karege.

Naira: Tu kyun dusro ke baremein sochti hai, Jabki teri khushiyaan tuze khud chunni hai. Tere hisse ki khushi koi aur nahi chun sakta. Agar tu Teri khushiyaan kise aur ko chune ka Mouka degi toh Kabhi khush nahi reh payegi. Acha yeh sab bhul ja, College, Auditorium, Logo ka hasna sab sab bhul ja. Aur Apne baremein soch kya tu nahi chahti ki tu bhi sabke samne gaana gaye. Sab tera talent dekhe?

Naina: Chahti hu.

Naira: Toh bas logo ke baremein sochna band kar. Tere talent se sabko chup kara aur agar voh log fir bhi hase toh unko ignore kar, kuch kahege toh udaas mat ho, logo ka kya hai aaj bolege kal bhul jayenge par teri khushiyaan toh Usse vapas nahi aayegi na toh yahi sochti rahegi ki Kaash us vakt Himmat karli hoti toh shayad apna talent sabke saamne dikha saki hoti. Aur Sameer hai na tera saath dene keliye. Dekh Naina voh tera talent sabke saamne lane keliye Bhout try kar raha hai uski Mehnat aur Pyaar ko jaaya (waste) mat hone de.

Naina lost in thoughts.

Naira: Tu iss baremein shaant dimaag se soch.

Naira leaves. Naina thought about it.

In Evening,

Naina: Didi sahi keh rahi hai. Mujhe dusron ke baremein sochne se acha, mein apne baremein sochu. Apni khushiyon ko na gawah bethu. Aur Naahi Sameer ki Mehnat ko. Mein Gaungi.

She gets up and by support of stick she goes in Living room. No one was there in house except Naira, Preeti, Ayush and Sayili.

Naina: Preeti.

Preeti sees her and goes towards her. Hold her hand and Made her sit on chair.

Preeti: Aare tu kyun aayi, Mujhe bula leti.

Naina: Koi baat nahi. Ab aa gayi hu.

Ayush: So Saali ji aaj College mein kya hua mujhe sab pata chal gaya hai.

Naina: Aare Jijaji aap kab aaye?

Ayush: Bas abhi abhi aaya. Aap bolo kuch socha hai ki nahi?

Naina: Socha hai na. Mein Talent Parade Mein Gaungi.

Everyone gets Happy.

Preeti: Sach Naina.

Naina: Haan.

Preeti hugs Naina.

Preeti: Mein bhout khush hu Tere liye.

Naina: Iska Saara credit Naira Didi ko agar unhone nahi samjhaya hota toh mein Kabhi tyaar nahi hoti hissa Lene keliye.

Main Tumse Pyaar Karta Huजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें