Now,
In Morning,
At Agarwal House,
PreeNa wakes up and gets freshen up and gets ready for College. They comes for Breakfast. Taiji, Chacha ji, Tauji, Rakesh, Ayush, Sayili were already there. PreeNa sits and starts to have their Breakfast. Chachi ji serves them.
Taiji: Haan Bela khila khila aur dono ko. Kar unke laad.
Chachi ji: Kya hua Bhabhi ji?
Taiji: Aur Nahi toh kya dono uthti hai ki Nashta karke college chali jaati hai, fir College se aakar khaana khaati hai. Fir Araam Karti hai ki Shaam Ka Nashta aur fir khaana aur fir so jaati hai. Kuch kaam Nahi Karti dono. Ek toh aalsi hai aur Dusri toh Dekh hi Nahi Sakti.
They all did not said anything. As this was Common For all of them.
Chacha ji finishes his breakfast. He removes his wallet and gives PreeNa money.
Chacha ji: Naina Preeti yeh lo tum dono ki trip keliye Paise.
Preeti was about to take. When Taiji snatches money from Anand's hand.
Chacha ji: Bhabhi ji yeh aap kya Kar rahi hai?
Taiji: Vahi joh Mujhe Karna chahiye.
She counts the Money and gives Half of the Money amount to Preeti.
Taiji: Preeti yeh le. Trip ke paise Bhar de. Aur Bela yeh paise Apne pass rakh. Khabardar joh Naina ke Upar kharch kiye toh.
Chacha ji: Par Bhabhi ji fir Naina ke trip ke paise.
Taiji: Naina Trip par Nahi jayegi.
Ayush: Kyun Nahi jayegi?
Taiji: Vaha jaake kya karegi. Dekh toh Sakti hai nahi. Sirf Ek jagah bethi rahegi. Preeti bhi Majje Nahi le sakegi. Iski hi Dekh bhaal Karni padegi.
Preeti: Aap Meri Fikar mat kijiye Taiji. Mujhe Majje Karne bhi aate hai aur Apni behen ko Sambhal na bhi aata hai.
Taiji: Chup. Bhout jyaada Jaban chalne lagi hai Teri.
Chacha ji: Par Bhabhi ji.
Rakesh: Bas Anand. Bhabhi ji ne Kaha na. Naina Nahi jayegi Matlab Nahi jayegi. Aur Vaise bhi Naina ke trip ke paise Bhabhi ji Nahi de rahi, Nahi tumhe dene de rahi hai aur Mujhse toh koi Umeed bhi mat rakhna. Mere pass paise Nahi hai.
Just then Arjun comes.
Arjun: Papa voh mera cricket kit kharab ho Gaya hai. Mujhe Naya Lena padega.
Rakesh: Thike, aaj practice ko jaate vakt le lenge.
Chacha ji: Par Bhaisaheb, Cricket kit toh bhout Mehenga hai. Usse Kam paise mein toh Naina trip par jaakar aajayegi.
Rakesh: Ab tum Naina ko Mere Arjun se Compare karoge. Aare Naina ka kya hai, Vaise bhi boj hai Apne Upar, ek toh Dekh Nahi sakti, Upar se iski Shaadi hone se rahi, koi ladka Haan hi Nahi bolega. Aare Bolega kya Dekhne se bhi mana kar dega.
Preeti:(muttering) Ek Baar Sameer se Puch lo. Uska bas Chale toh baat Nahi sidha Shaadi hi karle.
Rakesh: Preeti, Tumne kuch kaha?
Preeti: Nahi toh Rakesh Tauji.
Tauji: Ab bas Karo sab. Naina ko Trip keliye Paise nahi Milege. Aur Anand tum ya hume se koi bhi isse Paise Nahi dega.
Naina was upset. Naira was hearing everything and was angry on everyone. She goes in her room and Brings something. She comes in Hall and goes towards Naina.
आप पढ़ रहे हैं
Main Tumse Pyaar Karta Hu
RomantizmSameer Falls in love with Naina. But She has a disability, She is Blind. But she is strong to face any difficulty. she always keeps smiling in any tough situation. Naina knows that Sameer Loves her but don't want to Make his life Difficult because...