Now,
In Afternoon
At Agarwal House,
PreeNa comes at Home. Taiji was already at home. Chachi ji and Naira were also present there doing their work. Taiji was sitting on swing drinking her tea. She looks at PreeNa.
Taiji: Aagayi Maharaniyon. Aaiye Aaiye Phoolon ki Maala laade Aapke swagat keliye.
Preeti:(excitedly) Sachhi Taiji aap Hamara Swagat aese karegi. Wow!!! (To Naira) Naira Didi photo khichna ha.
Taiji: Chup!!! Ek aesa Thappad Marungi ki Saara photo Ka bhoot utar jayega. Kaha thi tum dono itni Der se.
Preeti: Der se? Hum toh (she looks at clock) sirf 15 minute late hue hai.
Taiji: Haan toh Kaha thi. Itni Der bhi kyun lagi.
Chachi ji: Bhabhi ji. Jaane Dijiye na bas 15 minute hi toh late hui hai.
Taiji: Bela Tu jaanti nahi hai. Jawan Ladkiyan jab Ghar se bahar jaati hai toh 15 minute kya 1-1 minute kimti hota hai, Kabhi bhi kuch bhi ho Sakta hai. Samjhi. (To PreeNa) aur tum ladkiyaan tum sirf Ghar se Callege aur Callege se ghar itna hi karogi. Aur apni Aakhein Jameen mein gadhaye hi chalogi.
Preeti: Taiji, agar hum Jameen mein Aakhein gadhaye chalenge toh kisise ya Kahi pe takra Nahi jayenge.
Taiji: (Taiji shows her hand like she is slapping Preeti) jyaada bol mat Varna ek lagaongi. Jitna Kaha hai utna hi karo, Ladko ki taraf dekhogi bhi Nahi tum dono. (She looks at Naina) lekin yeh baat sirf Preeti tujhe pe lagu hoti hai. (Point towards Naina) Kyunki Isse ladkon ko Dekhne keliye Aakhon mein roshni toh Chahiye. Dekh toh yeh Sakti nahi.
Naina gets hurt by her words.
Naira: Taiji. Yeh baat kehna jaroori nahi hai. Aap apni chai pijiye. Naina Preeti jao room mein fresh ho jao aur khaana khane aao.
PreeNa nods in yes and goes to their room. They get freshnup. They comes outside the room and sits on dinning table.
Preeti: Mummy, Bhook lagi hai jaldi khaana Lao na please.
Taiji: Ae khud se Nahi le sakti.
Preeti: Voh...
Taiji: Jaa jaake khud se le aa.
Preeti goes inside kitchen and comes with two plates one for Naina and one for her. They were eating when Preeti's phone rang. She looks at Caller ID.
Sameer Calling...
Preeti:(in mind) yeh kyun call Kar Raha hai. Abhi kese uthao Iska call, agar Taiji ko pata chal gaya toh Ghar mein bhukanp aajeyga.
She picks the call.
Preeti: Haan Swati Bol.
Sameer: Swati? Aakhein kharab hogayi kya tumhari. Ya Mera number save Nahi hai. Kese Saali ho Yaar tum. Jijaji Ka number save Nahi Karti. Chalo Mera Number save Karo.
Preeti:(forceful smile) Kya Tu bhi Swati, Ghatiya Majak Kar rahi hai. Kaam kya hai bol.
Sameer: Naina se baat Karni hai.
Preeti: Kyun?
Sameer: Kyun, kya hota Hain. Mujhe uski Yaad aarahi hai.
Preeti: 1 ghanta hi ho gaya hai humara college khatam hue.
Sameer: Pata hai. Lekin Mujhe uski Yaad aarahi hai.
Preeti: Mujhe bol na.
Sameer: Voh asal mein kuch Puchna hai. De do na.
आप पढ़ रहे हैं
Main Tumse Pyaar Karta Hu
RomanceSameer Falls in love with Naina. But She has a disability, She is Blind. But she is strong to face any difficulty. she always keeps smiling in any tough situation. Naina knows that Sameer Loves her but don't want to Make his life Difficult because...